American Police chOR pakrnay k Liay Soonghnay wAllay kuTTay rakhtay hain,,
Jab k Pakistani POLice Kuttay Nahi rAkhti kYUn k wo SoonghtAy hUay POlice Station Puhanch jatay Hain..
Ek Kanjoos Aadmi Subha Utha Tou Usne Dekha k Us Ki B.v Mar Gayi Hai
Wo Bhagta Hua Kitchen Me Gaya Jahan Uski Beti Naashta Bana Rahi Thi
Aadmi Ne Usay Gale Laga Ker Rote Huey Kaha
''''Beti Aaj Ek Aadmi Ka Naashta Kam Banana'''' . . . ;->
''Aslam ek raat macher dani say bahir so raha tha. Maa nay poocha k Aslam beitay isa q kertay ho?
Aslam:maa gee, macheron ko bewakoof bana raha hoon. Woh samjein gay k mein macher dani k ander hoon, hahaha....''