Na Gas Hy Na Aata Hy
Na Bijli Hy Na Paani Hy
Yeh 2007 Ki Kahani Hy
Na Benazeer Hy Na Bugti Hy
Ye Qatal League Ki Karstani Hy
Allah Better Our 2008. . .
''Ashik ban gaya,Mat karo waar,
Bura nahee ye pyaar,Bura hai intezaar.
Letter diyaa to, Thappad mat maro yaar,
Bura nahee ye ikraar,Bura hai inkaar.
Sharaabee bana to,Mat dalo ilzaam,
Bura nahee ye jaam,Bura hai anjaam.''