itni c bus hikayat-e-EHD-e-ZAMANA hai
HUJJAAT KHUDA ki asal hai baqi fasana hai
Ghairoon ne jo IMAM banaye thay chal basay
zinda faqat hamara IMAM-E-ZAMANA(a.s) hai
Durood zinda Hai Apna Salam zinda Hai
Khuda K Saath Mohammad(SAWW)Ka Naam zinda Hai
Tumhara To Koi Murda Bhi Ab Nahi Koi
Humein Hai Fakher K Humara Imam(A.S)zinda Hai.
Har ibadaat hay meri yad e ali k saye me
kat rahi hy zindahi aulaad e ali k saye me
Moot khud mamoor hy meri hifazaat k liye
har ghari rehta hun main nad e ali k saye me
Ye Aitbaar Meri zindagi Ka Haasil Hai
Ibaadaton Ke Safar Ki Hussain Manzil Hai
Namaz Main Bhi Tasavvur Hussain Ka Rakho
Ya Ye Kaho Ke Nabhi Ki Namaz Baatil Hai
Jis ne Mun Mora Mushkil Kusha Se
Door Hogaya Phir WO Khuda se
Jis Ki Wabastagi Hi Nahi Hai
Ab Bhi Darwaaza e Sayyida Se
Dehr Me Darbadar, zindagi Bhar
Thokerain Yuhin Khata Rahega
Tamanah yeh mere ta umar-e- zindagi rahe gi
Her namaz main bas yehi dua Allah kay guzar rahe gi
Shamil mujhe karley MOla apni foj main
Phir dekhna kis Munkir-e-Ali(A.S) ki garden dhar per rahe gi