zehan SMS Messages26 messages

Jab sardi ki raaton main kitaab kholo to zehan main aik "Equation" aati hai..

.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Bed + Razai = Dafa karo parha
Happy Exam season
RASOOL ALLAH ne frmaya:
"ALLAH TA'ALA frmata hai: mai ne apne naik bando k liye wo Jannat bnai hai jise ksi aankh ne nahi dekha, jis k baare me ksi kaan ne nahi suna or ksi insaan ka zehan us k baare me soch b nahi ska (k wo kesi hogi)."
MUSLIM
Volume 3
Kitabul Jannat
Chapter 1007
Hadis 7003
SALLALLAHO ALYHE WA AALIHI WASALLAM.
*ISLAH MISSION*

Mujhe ap se ye umeed nahi thi. Ap ne
ye kehte waqt kuch tu s0cha h0ta akhir ap ko hoa kiya tha,
ap k zehan me yeh baat ayi kaise thi. Had h0ti hai,
ap ko zar0rat hi kya thi k ap mere bare may l0g0n k0 ye bata0 k


"I am the m0st cute & charming pers0n
0n earth"
Nazar lug jaati hai mujhey!...
Mere SmS Ka Hisaab Jo Lagao Gey,

Mere SmS Ko Behisaab Pao Gey,

Mere SmS Hain Meri Yaad Ki Tarha,

Mesg Tone Bajte He Mera Tasavor zehan Me Pao Gey. . . ;->
Baatil k Saamne Jo Jhukaye Na Apna Sir. . .

Samjho K Us K zehan Ka Malik Hussain Hai . .
Dil behal jaey tu log chor dete hain,
koi or mil jaey tu log chor dete hain,
4 din ki chandani ka kya karna,
Chandani dhal jaey tu log chor dete hain,
Qasmeen Tu Khaty hain sada sath deney ki zehan badal jay tu log chor dety hain,
Aj kl k Logon ka kya Bharosa...!
Mosam badal jay tu log chor dete hain,
Log "Dosti" karty hain matlab k liye,
Matlab nikal jaye tu log chor Dyte hain.......
Dil Ki Batain , Bata Deti Hain , Aankhain ,
Dharkanon Ko Jaga Deti Hain, Aankhain ,
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka Kabhi ,
Dil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,Aankhain,
Woh Hum Se Baat Nahi Kartey , Tu Na Karey ,
Haal Sara Unkey Dil Ka , Suna Deti Hain Aankhain,
Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke Saath,
Ashk Bana Kar , Chalka Deti Hain Aankhain,
Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto,
Sunder Sapne zehan Mein , Basa Deti Hain Aankhain,
Mana Ke Neend Aati Hai , Aankhon Hi Key Rastey ,
Magar Kabhi Kabhar , Neend , Ura Deti Hain Aankhain,
Eesha Shukar Hai , Khuda Ne Ata Ki , Aankhon Ki Neamat Humain,
Dard -O-Gham , Sarey Dil Key , Chupa Deti Hain Aankhain
Dil ki Batain bata deti hain Aankhein
Dhadkanon ko Jaga deti hain, Aankhein

Dil pe chalta nahi Jadoo Chehron ka kabhi
Dil ko tu Deewana bana deti hain Aankhein

Woh hum se baat nahi karti tu na kare
Haal sara un ke dil ka Suna deti hain Aankhein

Gham sada rehta nahi Aadmi ke saath
Ashk bana kar Chalka deti hain Aankhein

Aata hai jab dor - e - Jawani , tu aye Dosto
Sunder Sapne zehan main Basa deti hain Aankhein

Mana ke Neend aati hai Aankhon hi ke raste
Magar kabhi kabar Neend uda deti hain Aankhein
Dil jis cheez ko haan kehta hai zehan usi ko kehta hai naa

Ishq mein uff ye khud hi se larna ek sazaa hai seene main
Khwab Aur Khwaish Main
Neend Bhar Ki Duuri Hai
Wasl Aur Judai Main
Aankh Bhar Ka Waqfa Hai
Hijr K Andhairo’n Ki
Chaand Bhar Tammana Hai
zehan Aur Dil Main Bhi
Soch Bhar Judai Hai
Phir Bhi Aisa Hota Hai
Faaslay Mitaney Main
Umar Beet Jati Hai
Faaslay Nahi Mit’tey
Khwab Aur Khwaish Main
Neend Bhar Ki Duuri Hai
Wasl Aur Judai Main
Aankh Bhar Ka Waqfa Hai
Hijr K Andhairo’n Ki
Chaand Bhar Tammana Hai
zehan Aur Dil Main Bhi
Soch Bhar Judai Hai
Phir Bhi Aisa Hota Hai
Faaslay Mitaney Main
Umar Beet Jati Hai
Faaslay Nahi Mit’tey
Wafa jab maslehat ki shawl orhey
Sard raat ka roop dharey
Dil ke aangan main utarti hey
To palkon par sitaaron ki dhanak muskaaney lagti hey
Kabhi khwabon ke an-chuey heowlon sey bhi
An-dekhi si anjaani si khushboo aaney lagti hey
Kisi ke sang beetey, an-ginat lamhon ki zangeerain
Achanak zehan main jab gungunaati hain
Nafas ke taar main sannata sa yakdam cheekh uthta hey
To yun mehsoos hota hey
Hawayen aa ker sargoshi karti hain
"Mohabbat ka tumhain idraak ab to ho gaya ho ga?"
Ye jo bhi zakhm deti hey, kabhi seeney naheen deti
Mohabbat rooth jaaye to, kabhi jeeney naheen deti..