wafa SMS Messages635 messages

wafa ko naaz hai jis par usay Abbas(AS) kehte hein
Lagay jo Saani-e-Haider(AS) usay Abbas(AS) kehte hein
Alam patthar pe jo gaaray usay kehte hein sab Haider(AS)
Alam gaaray jo pani par usay Abbas(AS) kehte hein
Khatam hai duniya ki tareekh-e-wafa Abbas(AS) par
Ibtida jis se bhi ho, haan inteha Abbas(AS) par
Saari duniya ko nuseri k Khuda par naaz hai
Naaz karta hai nuseri ka Khuda Abbas(AS) Par
Chaadar-e-Tatheer thora aur barh jaati agar
Ik siraa Zainab(SA) pe hota doosra Abbas(AS) Par
Kul AMBIYA Ki wafa Ko
HUSSAIN Kehte Hyn

KHUDA Ki Khaas Ada Ko
HUSSAIN Kehte Hyn

yazeed Naam Hy Dunya Ki
Kul Nijasat Ka

Taharato''n K KHUDA KO
HUSSAIN Kehte Hyn ...
Imaam hussaiN ki shaan Main.!!

Khoon se chirag deen ka jalaya Hussain ne

Rsm-e-wafa ko khoob nibhaya Hussain ne

Khud ko to ek boond b pani na mil saka

Karb o Bala ko khoon pilya Hussain ne

Aise Nmaz kon prhay ga jahan me

Sjdah kia to sar na uthya Husain ne

Sb kuch Khuda ki rah m qurban kr dia

Asghr sa phool b na bachya Husain ne........!
jin kay sajdaon say manover hay jabeen-e-aftab meary harfoon ki ibadet un khuda waloon kay nam meari shah rag ka lahoo nazary shaheedanay wafa mary jazboon ki aqeedat karbala waloon kay nam
Karbala De Rahi Hai Musalsal Sada
Muntazir jane Kab Se Hai Ahle Wila

Jald ho Ab Zahoor e Imam e Zamam
Ay Khuda Hai Yehi Aarzoo e wafa
Wo Jis Ne Apne Nana
Ka Wada wafa Ker Dia

Ghar Ka Ghar
Supard-e-Allah Ker Dia

Nosh Ker Lia Jis Ne
Shahadat Ka Jaam

Us Hussain Ibn e Ali
Par Lakho''n Salam ..
Anjam-e-wafa Kia Hy
Socha Nahi Kerty

Momin Kabhi Halaat Se
Sauda Nahi Kerty

Ye Rasm Sikhai Hy
Hussain Ibn e Ali Ne

Sarr Sajde Mein Ho Tou
Teero''n Ki Parwah Nahi Kerty
Khobsurat phoolon ki tasveer saja rakhi thi Beech mien eik ladki ki tasveer laga rakhi thi Mujhe pata tha woh ladki nikle gi bewafa Isss liyeh mien ne eik aur ladki phasaa rakhi thi.
kro tu kis k lye akhir malal uska.
usy nahi tu mujhe bhi nahi khyal uska,
meri wafa ne banaya he bewafa usko,
kisi ada par nahi hai kamal uska,
mere naseeb ki yeh bhi tu khush naseebi hai,
k mujhe ko dekh kar sub pochty hain haal uska,
yehi dua me karo har baras k pehle din,
mere bagher ne guzry koi b saal uska,
mere urooj ko us k naseeb me likh dy,
khuda-e-paak mujhe sounp dy zawaal uska
sitaro ko roshni ki kya zarurat, ye to khud ko jala lete he, ashiqo ko wafa ki kya zarurat, wo to bewafa ko bhi pyar kar lete he
Har daag, daag nahi hota...
har dost wafadar nahi hota...
yeh to dil milne ki baat hai...
varna 7 feero mei...
pyar nahi hota!