w SMS Messages18904 messages

Love Comes to Those who,
Still Hope Although They''ve ,
Been Disappointed,
To Those who Still Believe,
Although They''ve Been Betrayed,
To Those who Still Love Although,
They''ve Been Hurt Before !
The consciousness of loving and being loved brings a warmth and richness to life that nothing else can bring
we waste time looking for the perfect lover, instead of creating the perfect love
Ehsaas use bhi hoga ek din apni jafa ka
rula dega use ek din khayal meri wafa ka
usne insaan sa sulook bhi na kiya mujhse
jis insaan ko maine darja diya khuda ka..Ehsaas use bhi hoga ek din apni jafa ka
rula dega use ek din khayal meri wafa ka
usne insaan sa sulook bhi na kiya mujhse
jis insaan ko maine darja diya khuda ka..
hamne apni sanso par unka naam likh liya,
nahi jante the ki hamne kuchh galat kiya,
wo pyaar ka vada hamse karke mukar gaye,
khair unki bewafai se kuchh to sabak liya......
Tamana-e-ishq to hum bhi rakhte hai, kisi ke dil me hum bhi dhadakte hai, na jaane hume woh kab milengi, jis ke liye hum roz tadapte hai
Saahil Ki Ret Par Ek Baar Tera Naam Likha Tha Maine
Tanhai Ke Un Palon Mein Tujhe Hi Yaad Kiya Tha Maine
Saagar Ki Maujon Ne Tera Naam To Mita Diya Par
Na Mit Saka woh Naam Jo Dil Pe Likha Tha Maine
taa-umr

yu hi hum jehmat uthate hain
chand akshar gungunate hain
ve batate hain raah duniya ko
apni galiyon ko bhul jaate hain
lete parwaaz ab nahi naayir
sirf parr apne fadfadate hain
paanv apne hi uth nahi paate
vo humhe har lamha bulate hain
aap kehte hain likha kya humne
aur hum hain ki muskurate hain
jinko dariya dubo nahi paaya
ek chullu bhar mein dhoob jaate hain
uske hothon ki maye kabhi pi thi
umr guzri hai ladkhadate hain
ek tasveer ka sahara le
apni tanhayiaan bitate hain
Khud Main Bardasht Kee Addath Daal Rahe Hain Hum

Apni Muhabat Ko Logon Se Chupa Rahey Hain Hum

woh Na Milli To Kya Hua Arey "AB"

Zalimon Younhi Jooti Baton Se Khud Ko Behla Rahey Hain Hum
Bhoolne ki Adat Hai

Chalo Ishq nahi, Chaahne ki Adat hai
Kya karein ke Hamein Dusre ki Adat hai
Tu apne Sheesha-Gari ka na kar Hunar Zyada
Main Aaina hoon, Mujhe Tootne ki Adat hai
wisal mein bhi wohi Faasle Sharab ke hain
Ke Usko Neend, Mujh ko Rat-Jagne ki Adat hai
Tera Naseeb hai Ae Dil Sada ki Mehroomi
Na wo Saki hai, na Tujhe Maangne ki Adat hai
Ye Khud Aa Jati kab tak
Tu bhi usse na kar Yaad, Jise Bhoolne ki Adat hai.
woh chalte chalte itne door chale gaye,
Hamein rokna bhi na aaya.
Hamne unka naam liya phir bhi,
Shayad unhein sunna na aaya.
Zindge youn the ke jenee ka bahana tu tha
Hum tu faqat zaib-e-hikayat the, afsana tu tha
Jese Jese chaha tere hijran main wo log
Atee jatee musam the zamana tu tha
Dost dost ke hatoon main kamanee theen farhan
Sabhi dekh ke such rahee the, nishana tu tha.