PIYAR KA MAZHAB
"Aik hi dherti per kerte hain , dono rain basera bhi
Neel gagen kay saiy tale gher tera bhi gher mera bhi
Rang-o-nasl ka jghra kaisa, k
umba ik, qabila ik
Tere kh
un ka lal hay rang, vaisa hi rang mera bhi
Tera mera mazhab kaisa, piyar hi sab ka mazhab hay
Ik kh
uda hay tera bhi,or tera kh
uda hay mera bhi
kon kisi ka dost hoa, jab haat main sabke kh
unjer ho
B
und patari main rekhta hay apna saanp sapera bhi
Diar hoi jab b
urq, giri thi, abtek vehshet tari hay
Thek ker soorej, dobe ga, to chaiy ga andhera bhi