iShq Kii Daastaan Hai Pyaare,
Apani Apani Z
ubaan Hai Pyaare
Ham Zamaane Se iNtaqaam To Len,
Ek Hasiin Darmiyaan Hai Pyaare
T
u Nahin Main H
un, Main Nahin T
u Hai,
Ab K
uch Aisa G
umaan Hai Pyaare
Rakh Qadam Ph
unk Ph
unk Kar Naadaan,
Zarre Zarre Men Jaan Hai Pyaare.