M
ujrim bhi tha mohsin bhi mera lagta tha
dst-e-katil bhi mjhy dast-e-hina lgta tha
Ary daikhny waly to
usy daikhty reh jaty thy
han wo shaks mohabt ka kh
uda lgta tha
kanton bhari shakh nazar ata tha kabi
phool lgta tha kabi bad-e-saba lgta tha
ab logon sy pochta phirta hai mare ghar ka pata
main jisy sare zamany sy b
ura lgta tha
us ki batein thin ravayat sy hat kar MOHSIN
s
ub main rehta tha magar s
ub sy j
uda lgta tha