soch SMS Messages762 messages

Dil ne socha khat likhu, mili na shayari pyar wali. Phir socha likhu phool
se, mili na dali gulab wali. Isliye sms bhej rahi hu taki toote na dosti pyar
wali.
Na dil ko juda “kijiye” Zara soch samjh kar yeh faisla “kijiye” agar aap jee sakte hain bin mere,To phir mere marne ki dua “Kijiye
Akho me asuo k lakir ban ayi,

Kabhi socha na thaw o takdir ban gayi,

Humne phiraye bas ret pe ungliya,

Gor se dekha to apki tasvir ban gayi..
Dude Iss Kadar Mujhe Apne Kareeb Lagti Hai,

Dude Ko Alag se sochoon To Ajeeb Lagta Hai,

Ek Baat Boloon?

Bura Maat Manana,

Dude Mujhe Sab Se Aazeez Lagti Hai...
Kch yaade''n hyn un lmho''n ki
Jin lmho''n me hum sath rahe
Khushyo''n se bhare jazbat rahe
Ek umr guzari hy hum ne
Jahan roty huey b hansty thay
Kch kehty thay
Kch sunty thay
Hum roz subha jab milty thay
Tou sab k chehry khilty thay
Pur-lutf wo manzar hota tha
Sab mil kr baate''n kerty thay
Hum socho kitna hansty thay
Wo goonj humary hansny ki,
Ab ek purani yaad bani,
Ye baate''n hyn un lmho''n ki jin lamho''n mein hum saath rahe

_Dedicated 4 All
Skool-Mates_
Tamana Karte Ho Jin Khushyon Ki.
Wo Khushiyan Ap ke Qadmon mn Ho
Khuda Ap ko wo Haqiqat mn de jo socha ap ne Sapno mn Ho.
Ek Chotta Sa Afsaana

Zindagi Me Pheli Bar 31 May Ko Main Ne Apni Pyari Si

Girlfriend K Sath Date Pe Janay Ka socha,Zehar Khanay Ki Dhamki Pe Ussay Razi Kya 0r Theek 12:00

Baje Ka Time Diya But Meri Bad-Qismati Dekho Poray Pakistan Me

31 May Ko 12:00 He Nhi Baje Aaah!

Jeeney Do

Musharaf
18th Amendment aur Article VI, 3rd time Prime Ministership?

Kia ye hain Awaami Masail jis per aaj N-League aur PPP ki Siasat ghoom rahi ha?

Ye Loag Mulki Diffah, Terrorism, Power Crisis, Water Shortage, Inflation, and Corruption ko Masail nahi samajhtay kia?

Kia ye Jamhoriat ha?
Kia ye Loag hamari Numaindagi kertay hain?

Zara sochiye and forward... ;->
Wo jiska Mansab hi tha Imamat tu Lahja kitna Mateen hoga

Khuda ne Masoom jo banaya wo Ismaton ka Ameen hoga..

Luaab e Sarwar Lahu Ali ka .. BaTOOL ki goud .. Aur husn e Shabbar

yE saari cheezain mila kay socho Hussain kitna haseen hoga !???
ALI ky hain wasf itnay kay shumar kon karee
ye kaam he PARWADIGAR tera or kon karee
tee soch kar na kiyee KHUDA ne paida or ALI
kay shigaf KABBAY main kon baar baar karay
Daagh e Matam jo seenay se laga rakkha hai
Dil ko Mola ka aza khana bana rakkha hai
Mushkilo soch k aana mere ghar ki jaanib
Meine Ghazi(AS) ka alam ghar pe laga rakkha hai
Wo Jis Ka Mansab
Hi Tha Imamat

Tou Lehja Kitna
Mateen Hoga

Khuda Ny Masoom
Jo Banaya

Wo Ismato''n Ka
Ameen Hoga

Lab-e-Sarwar,
Lahuu Ali Ka

Batool Ki Gaud,
Husn-e-Shabbar

Ye Sari Cheezai''n
Mila k socho

"HUSSAIN" Kitna
Haseen Hoga ...