shikayat SMS Messages56 messages

Shiddat-e-dard se shikayat nhi meri wafa

Jin se rishte gehre hon vo zakhm bhe gehre dete hai
Wo jo mera ho nigahon main haya rakhta ho,

Umar bhar saath nibhay azm-e-waffa rakhta ho,

Naz uss kay na uthao to shikayat na kary,

Gham utha kar bhi muskarany ki ada rakhta ho.
NAAM MAIN SHAMIL KHOON HAI, KHOON MAIN SHAMIL QATAL E TAMANA HAI. KARIEN KIS SAY shikayat JAHAN MAIN SHAH, LAGA SAB KAY HATON PAR APNI MOHABAT KA KHOON HAI........................
,*, Kuch Anmol Batain Meri Diary Se ,*,
1. Aalim Se Ek Ghantay Ki Guftgoo 10 Baras K Mutalla Se Behtar Hai
2. Tehreer Ek Khamosh Zuban Hai Aur Qalam Haath Ki Zuban
3. Jhoot Bol K Jeetnay Se Behtar Hai Such Bol K Haar Jao
4. Waqt Se Pehle Kabhi Iraday Ka Izhaar Na Karo
5. shikayat Na Karna Bhi Sabr Me Shamil Hai,
6. Khamoshi Be-Faida Guftgoo Se Behtar Hai
7. Dunia Me Sab Se Mushkil Kaam Apni Islaah Hai Aur Sab Se Sehl Dusron Par Nukta Cheni Karna
8. Umda Cheez Ko Hasil Karna Koi Khoobi Nahi Balkay Usay Umda Tareeqay Se Istimal Karna Khoobi Hai
9. Khud Pasandi Sab Se Bari Tanhai Hai
10. Khamoshi Barh Jaye To Haibat Ban Jati Hai
Tumsa koi zamin par hua to rab se shikayat hogi,
tumsa koi zamin par hua to rab se shikayat hogi,
Ek to jhel liya dusra aaya to kayamat hogi.
Ek hathi ne ek chuhiya ko ched diya, chuhiya ne hathini ko shikayat
karke kaha ki apne pati ko samjha lo varna Mard hamare ghar mein
bhi hai
shikway bhi hazaron hain shikayat bhi bohat hai
iss dil ko magar uss say mohabat bhi bohat hai
aajati hai milnay wo tassavor main sar e sham
ek shaks ki itni si inayat bhi bohat hai
yeh bhi hai tamanna k usay dil say bhula dain
iss dil ko magar uss ki zaroorat bhi bohat hai
dekhain to zara pi k zeher e mohabbat
suna hai k iss zeher main lazzat bhi bohat hai
kuch bholi bisri yadaian
kuch piyari piyari baatain hain
kuch kisey un ki chahat k
kuch lafaz piyar muhabbat k
kuch khas nahi hai mera piyar
per itna aam bhi naa samjhoo
woh dunia ki shikayat kerta hai
per piyar woh mujeh sey kerta hai
us ko nahi maloom mager
woh kho jay ga ik din jab
hum praymi loog hi chahain gay
woh phir sey kahain aabad to ho
woh aansoo aansoo roey ga
jab chahat hamari tarsaye gi
tab hum bhi kahaian gay ab jana
woh yaadaian to diwani thin
woh jhota kisa tha sara
hum ko tum sey piyar nahi
Kuch shikayatein baaki hai dil mein,
Dil tootne ke is haadsat ke baad,
Khabar teri yun aati rehti hai har dum,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Charcha hota rehta hai deewano ka yahan,
Har jaan ek jist jaise nazar aati hai,
Baithe baithe koi surat yaad aati hai mujhe,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Khamoshi mein aahat gunjti hai kanon mein,
Jaise bula rahi ho dekar mujhe awaz,
Achanak log kyun daudne lagte hai,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...

Naaz hai kyun mujhe apni mohabbat par itna,
Ke yeh dil tujhe chahne ki zid par hai,
Khwaab har pal toote nazar aate hai,
Kabhi tere aane se pehle kabhi tere jaane ke baad...
Ager apko meri "Ammi" ko meri "shikayat" Laganey ka MOQA miley to App Meri Konsi "shikayat" Lagaoe Gaye..?

Send this to your Friends..
And find interesting facts about you Pesonality..
But Reply Me 1st..
Mumkin Ho Aap Say Tu Bhula Dejeyey Mujhe
Pathar Pay Hoon Lakeer Mita Deejeyey Mujhe
Har Roz Mujh Say Taza shikayat Hay Aap Ko
Mein kya Hon Aik Bar Bata Dejay Mujhey
tanhai jab mukaddar ne likhi thi to
kya shikayat apne begane se
hum mit gaye jinki chahat me
wo baaz nahi aate hame aajmane se