shehar SMS Messages85 messages

MerAy nAseeB ka

''''AwarA Badil''''


TamAm shehar pAr bArsa merAy Ghar k siwA
100 khaloos baaton mein sab karam khaylon mein.

bus zara wafa kam hAi teray shehar walon mein.
Meri Ankhoon Kay SAmandar main Jalan kaisi Hai
Ajj Phir Dil Ko Tarapnay Ki LaGan Kaisi Hai

Ab Kisi Chhat Pay Chiragon Ki Qatarin Bhi Nahi
Ab Teray shehar Ki Galioyon Main Guthan Kaisi Hai

Baraf Kay Roop Main dhal Jain Gay Saray Rishtay
Mujh say Pocho Kay Muhabbat Main Agan kaisi Hai

Main Teray Wisal Ki Khuwahish Ko na Marnay Doon Ga
Mausam-e-Hijar Kay lehjay Main Thakan Kaisi Hai

Raigzaron Main Jo Banti Rahi Kantoon Ki RiDa
Uss Ki Majboor Sii Ankhoon Main Kiran Kaisi hai

Mujhe Masoom si Pagal Larki Pay Taras ata hai
ussay Dekho Tu Muhabbat Main Magan Kaisi Hai
Tamam shehar Ko Apny Khialf Ker Layty
Um Uske Jurm Ka Bhi Aytraf Ker Layty
Wo aik baar to Kehta Mujhe Mohabbat Hai
Rawatyon se b Hum Inheraf Ker Layty
Wo aik Barr b Humse Mila nahi Werna
Hum Uske Dil ko b Uske Khilaf ker layty
Meray khaboon ka her ek naksh mita day koi…
sokhay patto ka bacha dar jala day koi…
wwmeri pahchan ka ek shaks isi shehar may hai…
may bhi zinda hon zara uss ko bata day koi…
kuch to tanhai ka ahsas mujah kum ho ga…
meray saye se ager mujko mila day koi..
meray khaboon ka her ek naksh mita day koi…
sokhay patto ka bacha dar jala day koi…..
Yonhi B''sabab nA PhirA Kro,

kisi Shaam Ghar mAin rAhA Kro,

Yeh Ghazal ki 1 kitAAb hY,

Ise Chupke Chupke ParhA Kro,

koi hAAth B nA milAi gA,Jo Gale milo Gy tapAAk se,

Ye nai mizAAj ka shehar hY,

Yahan Faasle se milA Kro.
Dharas hamain bandhata tha dam Benazir ka...
Ta dair ab rulae ga gham benazir ka...

Daar-e-fanna se shehar-e-baqa muntaqil hue...
Maskan hua ha mulk-e-adam Benazir ka...

Us ne baray waqaar se ke zindagy basar...
Sir kr ska na koe b khum Benazir ka...
Teri Nazar Ko Fursat Hee Na Mili Sachai Ki
Werna Mera Marz Itna B La Ilaj Na Tha
Humne Wahan B Mohabbat Banti Hai
Jis shehar Mein Mohabbat Ka Riwaj Na Tha
Tanhaion k shehar mein aik ghar bana lia
Ruswaion ko Apna muqadar bana lia
Dekha hai yahan pathar ko pojty hain log
bas iss liye apny dil ko Pathar bana lia
WO Baat Baat Pe Deta Tha Mujhe Parindon Ki Misaal
Saaf Saaf Nahi Kehta Ke Mera shehar Chor De
AB Mohabbat Ki Wakalat Nahi Ki Ja Sakti
shehar Bher Se To Adawat Nahi Ki Ja Sakti
Mera Chehra Meri Aankhain hain Salamat Ab bhi
Kon Kehta HAi Wazahat Nahi Ki Ja Sakti
Baat Ye Hai K Koi Toot K Chahye To Sahi
Her Kisi Se To Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti
Her Su Raqabton Ka Dehekta Alao Tha
Uss shehar-E-Dostan mein Ghazb Ka Tanao Tha
Phir Youn Hua K Uski Aana Usko Kha Giye
Werna Uss Aadmi mein Bara rekh rakhao Tha