sath dil k chaly dil ko Nahin Roka ham ny Jo na apna ta usy toot k chaha ham ny aik dhoky main Kati umar hamari sari Kia bataon k kis ko paya kis ko koya ham ne
Tujhi Se Hy Meri Hr Khushi Ka Manzar Tujhi Se Hy Meri Umeed-E-Sahr Tu Hi Hy Mera Raah-E-Rahbar Nahi sath Tera To Chhaai Hy Tanhai Hr Soo Kiya Bahr-O-Barr, Kiya Arz-O-Abbarr
Manzil bhi us ki thi,Rasta bhi us ka tha Ik mein akela tha,Kafila bhi us ka tha sathsath chalny ki soch bhi us ki the, Phir rasta badalny ka faisla bhi us ka tha Aaj ku akela hoon,Dil sawal karta hai Log to us k thy,Kia khuda bhi us ka tha,
Wohi izhar kafi tha Tumhe ik din kaha tha jo K tum se piyar karte hain Wo lamha bhool q bethe Wo jumla bhool q bethe Abhi tajdeed mango ge Meri belos chahat ki Tumhe ek bar phir se who Mohabbat na mile shayad Ye jo tum rooth bethe ho Tumhari kam nighai hay Tumhe gar piyar karna tha Hamare sath chalna tha Wo ek izhar sun lete Wohi izhar kafi tha Tumhe ek din kaha tha jo K Tum se PYAAR karte hain