sans SMS Messages145 messages

hamne apni sanso par unka naam likh liya,
nahi jante the ki hamne kuchh galat kiya,
wo pyaar ka vada hamse karke mukar gaye,
khair unki bewafai se kuchh to sabak liya......
1 bat bataon raaz ki?kro us larki se ishq.Jis k chehre pe ho sadgi.sanso mei ho tazgi Chandni ho chand ki,Rani ho rat ki Khushbu ho gulab ki.Baten kre pyar ki. Nazuk ho mizaj ki. Ache ho ikhlaq ki, paband ho namaz ki. khidmat kre maa bap ki. aur kahey main hon sirf aap ki
Tere naam se apna naam jhoor loon aye sanam,
Teri sansoon se apni sanseen jhoor loon aye sanam,
Thaam loon hathoon mein hath yunhi umar bhar,
Zindagi ki sham ho jaye teri bahoon mein aye sanam...

MAHEK
Udas tuje dkhne se phle ye ankhen na rhen,
Khafa ho tu mujhse to ye sansen na rhen.
Agar gum hi du tuje to teri zndgi mein,
main kya meri yaadein bhi na rahen.
Soraj ki pehli kiran
Din ka pehla pehar
Panchion ki pehli chehchahat
Dhanak ka pehla rang
Hawa ki dandi sansanahat
Subha ka pehla khomar
:GOOD MORING" HAVE NICE DAY
Life is raw material.. We
r artisans.. We can
sculpt our existence
into something
beautiful or debase it
into ugliness.. It''s in
our hands ...

GoOd A.M (:
khwab marte nahin
khwab dil hain na aankhen nasanse ki jo
reza-reza huai to bikhar jayenge
jism ki maot se ye bhi mar jayenge
khwab marte nahin
tu mujhe chor ke gaya tu yaqeen aya.

koi bhi zarori nai sanso ki siwa.
1 bat batao raz ki.

Kro us larki se ashqi.

Jis k chehre pe ho sadgi.

sanso me ho tazgi.

Chndni ho chand ki.

Rani ho raat ki.

Khushbu ho gulab ki.

Baten kre pyar ki.

Nazuk ho mizaj ki.

Ache ho ikhlaq ki.

Paband ho namaz ki.

Khidmat kre maa bap ki.

Aur kahey main hoon sirf aap ki
Usney kaha mujh sey kitna pyar hai, mainey kaha

Setaroon ka bhi koi Shumar hai.

Usney kaha kon tumhain sub se azeez hai,

mainey kaha Dil pe jiska Ikhteyar hai.

Usney kaha kon sa tohfa mein tumhein do,

mainey kaha wohi Sham jo Udhar hai.

Usney kaha saath kab tak nebhao gay,

mainey kaha jitnee sanson ki raftar hai.

Usney kaha mujh ko yaqeen aye kaise,

mainey kaha mera Naam "AITBAR" hai..
Mari mohabat hay woh, koi majboori to nahi.
woh mujay chahay, ya mill jay zarori to nahi.

yah kuch kam hay kay bassa hay mari sansoon main.
woh samnay ho mari ankhoon kay zarori to nahi.

jaan qurban mari, us ki her muskurahat pay.
chaaht ka takaza hay yahi, Aqal-e-Khurori to nahi.

ab to nikal kay ankhoon say yadoon main ja basa woh.
yahi hay qurbat-e-chaahat, koi dori to nahi.

us kay gar ki tarf utthy hi ruk jaty hain kadam.
badnami say us ki darta hoon, koi mazori to nahi.

keyoon log madhoosh hotay hain mari mahaq say.
dil ki jalan aur ansoaoon ka ater hay, mahaq-e-kafori to nai.

dair karta hoon her kam main katay hain dost mary..
kam aqali hay mari koi shaoori to nahi.
Tum kia ho Duniya ki nazar main
aik aam insan
ya ziada say ziada achay ya buray per
meri nazar main tum seep may moti hou
tum lehro ki shararat ho
tum thandi dhoup ki hararat hou
tum barisho ki sada hou
tum ghamo main khushiyo ka ahsas hou
tum dharkano ki awaz hou
tum sada ho mairay piyar ki
tum hi humsafer tum hi manzil ho zindaygi ki
tum khud ko kabhi mat daikhna duniya ki nazar say
kiun kay tum khas ho
sansou ki saaz hou...