Wafa ru
swa nahi karna
suno ai
sa nahi krna
Main pehlay he akela hon, Mujhy tanha nahi krna
Judai b jo aa jai, Tu dil chota nahi krna
Buhat mu
srof ho jana Mujhy
socha nahi krna
Baro
sa b zarori hai Magar
sab ka nahi krna
Muqadar phir muqadar hai, Kabi daawa nahi krna
Jo likha hai wahi ho ga Kbhi
shikwa nahi krna
Meri takmeel tum
se hai Mujhay adha nahi karna
Haqeeqat hai milan apna, I
say
spna nai krna
Hamain tum yad rehtay ho, Hamen bhoola nahi krna