dukh dard k maron
say mera zikr mat karna
ghar jao tu yaro
se mera zikar mat karna
wo zabt na kar payengay ankhon k
samndur
tum rah guzaron
say mera zikar mat karna
pholon k na
sheman mein raha hun
sada
say
dekho kabhi khazaroon
say mera zikar mat karna
shayed yeh andheray he mujhay rah dikhein
ab chand
sitaron
say mera zikar mat karna
wo meri kahani ko ghalat rang na dey dein
af
sana nigaron
say mera zikar mat karna
shaid wo meray haal pey be
sakhta rodein
i
s bar baharon
say mera zikar mat karna
lay jayngay gehrai mein tum ko baha kar
darya k kinaron
say mera zikar mat karna
who
shak
s milay tu u
ssay har bat bata dena
tum
sirf e
sharon
say mera zikar mat karna