Aankh
se Lahhu na Bahaya kar,
Ae Dil u
sey kabhi to Bhool jaya kar.
Dekhna woh aik Din tujhe chor jaye ga,
Na u
sey itna
sataya kar.
Itna Aitbaar bhi Acha nahi hota,
U
sey har aik Baat na bataya kar.
shiddat-e-Gham
se
seena phat jaye ga,
Aankh
se kuch Aan
soo Bahaya kar.
U
s jai
sa tujhe kaheen mil nahi
sakta,
Hazaar baar Roothe Hazaar baar Mannaya kar.
Yahan baad Muddat koi
sukh milta hai,
Hath aai Khu
shi yun na Ganwaya kar.