Janey kab
se mai''n teray chehray par
Apni Aankhain tala
sh karta hon
Teray hathoon pe apne hathoon ki
Kuch lakeerain tala
sh karta hon
Tujh
se be-wajha baat karne ko
soo daaleelain tala
sh karta hon
Aa
smanoo pe dhoondaa tha kabhi
Aab zameen pe tera naam tala
sh karta hon
Haqeeqat-e-mohobat ko jaaney ke liyai
Khuwaab mai raahain tala
sh karta hon
saada kagaz pe jo nahi likhi
Ai
si batain tala
sh karta hon