waqt jab humein kareeb laya,
tab pyaar ne apna beej boya.
waqt woh bhi kya ha
seen tha,
jab dil humne khoya thaa.
najar ne jamm yun peelaya tha,
ki na
shein main jhuma
saara jahan thaa.
pyaar humein kareeb yun laya ki,
har
sapne ko aa
shiyan mil gaya.
jeevan humhara naam tumhare ho gaya,
aur
saath pheeron ne indradhanu
sh ke raangon
se i
sse bhar diya.