Bicherte Waqt Kyun Na Perh saka Nighaon Ki Zuban
Usey To Iss Fun Per Pura Uboor Tha
Ab Ek Mujrm Ki tarah Nadim hai Mujhe Chah ker
Kabhi Is Khata Per Usey bara Garor Tha
Is Hasrat se Mila Kya Mujhko
Ik Jhalak Mere Dildaar Ki
Is Muhabbat se Mila Kya Mujhko
Bechaini-O-Beqarari Yaar Ki,
Is Ashiqui se Mila Kya Mujhko
Ik sunahari Raah Ishq Ki,
Aur Tere Pyaar se Mila Kya Mujhko
Ik Raah Jeene Ki Hamvaar si.
Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mod Bhi Aate Hain
saawan Ke saath-saath Yehan Patjad Bhi Aate Hain
Aasuwon Ke saagar Mein Moti Bhi Milthe Hain
Jo Unhe Doond lete hain, Wahi Zindagi Jee Lete Hain.
AB Ke Kerna To Aesi Chahat Kerna
Jisko Aata Hee Na Ho sikwa shikayat Kerna
Pehly Khusbu Ke Mizaj Ko Parak Lo
Phir Gulistan Mein Kisi Gul se Mohabbat Kerna