Dil apne aap dharakta hai, dharkaya nahi jata
Ye raaz-E-mohabbat har ek ko bataya nahi jata
Agar eh
saa
s ho to, mohabat ko kar lo meh
soo
s
Ye wo jazba hai jo lafzon mein
samjhaya nahi jata
Do
sti key liye mohabat or khuloo
s hai lazim
Har haath milane walay ko do
st
samjha nahi jata
Bohat kam hain log jo dil mein utar jhate hain
Har rah chaltey ko apna banaya nahi jata
Ko
shi
sh
se badal jaati hai TaQdeerein
De kar ilzaam Qi
smat ko or dil ko behlaya nahi jata