Tum ney
samja he nahi mari chahat ko kabi
Tum ney chaha he nahi mari muhabat ko kabi
sochta hoon main jaan leeta tumhey
Main ney perkha nahi tari fittrat ko kabi
Mana ik umar kati yadoon main chaltey hoey
Wo mara
sam na rahey rahoon pe chaltey hoey
Ab hey tanhaian aur perchaian baki
Ho gey ham
sey juda wo ham
safar marey
sathi
sochta hoon ke main jaan leeta tumhey
Main ney jana hee nahi tari ha
srat ko kabi
Ye
safar piyar ka tanha kat“ta hee nahi
Koi bee per hoo dil machalta hee nahi
Tum ko maloom hey tum dulruba hamarey they
Piyar ke rahoon main tum ham
safar hamarey they
sochta hoon ke main jaan leeta tumhain
Main ney
socha hee nahi tari ulfat ko kabi