rukhsar SMS Messages11 messages

Aj phir Hui Titli Ko Ghalt Fehmi logo

Smjh Kr Gulab Ka Phol,
Mere rukhsar pe a bethi :D
Good evng :p
USEY KEHNA'' Hum na Ukfat ka bharam sub sa juda rakha hay, Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay. DIL ya chaha k tu kabi badnaam na ho, Dakh zikar tera hay pr naam chupa rakha hay. Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa, Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay. Ab ma samjha tera rukhsar pa Till ka matlab, Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay. JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua, Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay
'' USEY KEHNA''
Hum na Ukfat ka bharam sub sa juda rakha hay,
Goya seena ma tuja DIL ki jaga rakha hay.
DIL ya chaha k tu kabi badnaam na ho,
Dakh zikar tera hay pr naam chupa rakha hay.
Mera jis haath sa kiya tha tu na musafa,
Dhoya hi nahi honton sa laga rakha hay.
Ab ma samjha tera rukhsar pa Till ka matlab,
Doulat-e-Husn par darbaar betha rakha hay.
JUDA ho gaye kuch pal k liye to kya hua,
Tari TASVEER ko seenay ma saja rakha hay.
woh barsaat
jis ke intizar main bara maah guzre
kaali ghataa chaane ke baad
poora samaa jhal thal ho gya
pattay bheege
phoolon ne bhi ghusal kia
per mere honton ko
us aek katray ki pyas rahi
jo teri zulf se ho kar
tere rukhsar pe bahay
aur jab wohi aek katra
teri ghulab ki pankharion
se labon per aa ke thehray
apni barson ki pyas bhuja loon
teri aankhon ko choom loon
tere sapno main ashiyana bana loon
tere labon ko choo loon
teri har baat ammar kar doon
tere ghulabi rukhsaron per chehra laga ke
kisi dhoop main chaon ki manind
umer guzar doon
tera wajood orh loon
kahe to zindagi tere naam kar doon
Tu nay dekhi hai wo peshani,wo rukhsar, wo hont . . .

Yeh Zindagi Jis K Tas-u-war Wai Luta Di Hum Nay . . .
Sabz maddham roshani may surkh anchal ki dhanak
Sard kamare may machalati garm sanson ki mahak

Bazuon ke sakht halqe may koi nazuk badan
Silwaten malabus par anchal bhi kuch dhalaka hua

Garmi e rukhsar se dahaki hui thandi hawa
Narm zulfon se mulayam ungaliyon ki cher char

Surkh honthon par shararat ke kisi lamhen ka aks
Reshami bahon may churi ki kabhi maddham dhanak

Sharmagin lahajon may dhire se kabhi chahat ki bat
Do dilon ki dharakanon may gunjati thi ek sada

Kanpate honthon pe thi allah se sirf ek dua
Kash ye lamhe thahar jayen thahar jayen zara
Zindagi Sirf Mohabbat Nahi
Kch Aur Bhi Hy

Zulf-o-rukhsar Ki Jannat Nahi
Kch Aur Bhi Hy

Bhool-o-Aflas Ki Is Maari
Hui Dunya Main

Ishq Hi Ek Haqiqat Nahi
Kch Aur Bhi Hy ...
shoola-e-husn se jal jae na chehre ka naqaab.

apne rukhsar se parde ko hatae rakhna..
Hum Sabhi Khawab Churatay Teri Ankhon Se Magar

Teri Palkon Ko Khabar_Daar Na Hony Detay

Hum Sabhi Rung Churatay Tere Chehray Se Magar

Be_Asar Tere Lab_o rukhsar Na Honay Detay

Tujh Se Miltay Teri Saanson Se Mila Kr Saansain
Ek Bhi Saans
Gunah-Gaar Na Honay Detay

Hum Tujhay Dukh Bhi Sunatay Tu Lateefon Ki Tarah
Hum Tabiyat Teri Be_Zaar Na Honay Detay

Hum Girha Kholtay Sub Teri Shanasaai Ki
Tujh Ko Is Tarah Se Pur_iSraar Na Honay Detay... (-,=)
"LUCKNOW" Me 2
Bachey Aapas Me Larr
Rahe Thy ...

1st Ne 2nd Se Kaha:
Dekhiye Janab ! Agr Aap
Humari Baat Nhi Mane''n
Gy Tou Hum Aap k
Walid-e-Mohtaram Ki Shan
Me Ghustakhana Kalmat
Pesh Kare''n Gy

2nd: Tou Hum Aap k
rukhsar-e-Mubarak Pe
Aisa Tamaancha Baja
Laye''n Gy k Gaal Gulaab
Ki Patti Ki Trha Chamakne
Lagy Ga .. ;->


"LUCKNOW" Me 2
Bachey Aapas Me Larr
Rahe Thy ...

1st Ne 2nd Se Kaha:
Dekhiye Janab ! Agr Aap
Humari Baat Nhi Mane''n
Gy Tou Hum Aap k
Walid-e-Mohtaram Ki Shan
Me Ghustakhana Kalmat
Pesh Kare''n Gy

2nd: Tou Hum Aap k
rukhsar-e-Mubarak Pe
Aisa Tamaancha Baja
Laye''n Gy k Gaal Gulaab
Ki Patti Ki Trha Chamakne
Lagy Ga .. ;->