raaz SMS Messages132 messages

Chalo Ik Basar Phir Sy Ajnabi Bann Jaen Hm Donoo
Nah Mein Tm Say Koi Umeed Rakhoon Dilnawazi Ki
Na Tm Meri Taraf Dekho Galaat ANdaaz Nazroon Sy
Na Meray Dil Ki Dharkan Larkharaey Meri Baton Sy
Na Zaher Ho Tmhari Kashmakash Ka raaz Nazron Sy
Tmhain Bhe Koi Uljhan Rookti Hai Paish Qadmi Sy
Mujhay Bhe Loog Kehtay Hain K Ye Jalwaay Paraaey Hein
Meray Hamraah Bhe Ruswaiyan Hain Meray Maazzi Ki
Tmharay Saath Bhe Gozri Hoe Raton K Saaaey Hain
Ta”Aruf Roug Ho Jaey Tu Usko Bhoolna Behtar
Ta”Aluq Roug Ban Jaey Tu Usko Toorna Acha
Wo Afsana Jisay Anjaam Taak Lanaa Nah Hoo Mumkin
Uasay Ik Khoobsorat Mour Day K Bhooolnaa A6ha
Chalo Ik Baar Phir Se Ajnabi Bun Jaen Hm Dono.
Mera Humraaz Hai Har Rang Ka Mausam Lekin.
/
Sham-e-Afsurdah Mujhe Sab Sey Juda Janti Hain.

Chehrey pe merey Zulf ko Phailaao kissi Din
Kiya Roz garaj-tey ho, baras jaao kissi Din

raazon ki tarha utro merey Dil mein kissi shab
Dastak pe merey haath ki khul jaao kissi Din

Phoolon ki tarha “husn” ki baarish mein naha loon
Badal ki tarha jhoom ke ghir aao kissi Din

Khushboo ki tarha guzro merey Dil ki gali say
Phoolon ki tarha mujh pe bikhar jaao kissi Din

Phir haath ko khairaat miley bund qaba ki
Phir Lutf -e- shab-e-wasl ko dohraao kissi Din

Guzrein jo merey ghar sey tou ruk jaaein Sitaarey
Iss tarha meri Raat ko chamkaao kissi Din

Mein Apni har aik saans ussi raat ko dey doon
Sar rakh ke merey seeney pe so jaao kissi Din
kayi raaz aise hote hain jo dikhaye nahi jaate,
kayi kisse aise hote hain jo sunaye nahi jaate,
kayi dil aise hote hain jo tode nahi jaate,
aur kuch aap jaise dost aise hote hain jo chore nahi jaate.
FEes Maafi ki Application
To
The principal'
High school.
Sir,
seedhi baat ye hai ka meray abu ne
mujhy Fees Ka liya 1200 rupay diye thay,
500 ki dosto ka sath film dekh li.
250 ki pepsi aur burgers khaa liya.
150 ka girl friend ko easy load krwa diya.
300 science vali miss per shart har gaya.
Me smjta tha ka unka sirf math walesir ka sath chakar hai,
par unka ka to aap ka sath bhi chakar hai.
Ab ap ka pas2 hi rastay hainsir jee meri fees mauf ya phr ap ka
raaz faash
shukriya.
Ye t0 Dil tha Dewana k Tum par Aa Gya

Warna Hm Qeemti Pathron ko bhi uthaya nahi karte

Ye mana K Tum Haseen Ho magar ye Bhi sun lo

Hm Haseen logon se Dil laGya nahi karte

Jis se karte hain Pyar bus ek hi baar karte hain

Baar baar Hum bhi kisi ko sataya nahi karte

Tum tu Apne ho Tum se kya parda

Warna Hum raaz-e-Dil kisi ko bataya nahi karte

Tum keh do tu Tumhare liye jaan bhi hazir

Warna Hum Zindagi dao per lagaya nahi kartey...!
raaz-e-dil na sunana kisi ko FARAZ
Dunya mai sub Hamraaz badal jate hain
Kisi k Bicharnay se Koi mar to nahi jata
Haan magar Jeeney k Andaaz badal jate hain
Kamal ka shakhs tha jisne meri zindgi tabah kar di GHALIB
raaz ki baat to ye hai k dil us se khafa ab bhi nahi hai
Saavli Si Larkii

Yay raaz Samajhti Thii

Chaar Din Ki Baatein Hein

Aagey Ghum Ki Raatein Hein

Yay Jo Raahi Aayaa Hay

Siraf Ik Waqti Saayaa Hay

Jeewan Ki Tapti Dhoop Mein

Har Aik Saayaa Paraya Hay

Haqeeqat Ko Such Samajhti Thii

Saanvli Si Aik Larki....
Hum zindage Ki bheer me itnE Kho ge Faraaz,

Pta nhi chala Kab

Aalu 40 rupay or timatar 80 rupay Kilo ho ge..:-)
Jisko FAraaz ne chaha woh kisi aur ki hogai

wah wah wah

Aray Jisko FAraaz ne chaha woh kisi aur ki hogai

Lo Dasso yaro, Pepsi fair 65 di ho gai ;-) :-P :-D ;)
Kaash chahnay walay hamesha chahnay walay hi rehtay Fraaz....
Par log aksar badal jatay hain Mohabat ho janay k baad...