raat SMS Messages794 messages

Khobsurat Hai Ankhain Tere raat Ko Jaagna Chorday..

Khub Ba Khud Neend Aa Jai Gi Tu, Mujhay Soochna Choorday..!
Chand Ko Dekh Khayal Aaya

Din Bhar Yeh Khush Mizaz Rahta

Hai Auro Ke Sath..

Aur raat Hote Hi Chand Tanha

Ho Jata Hai In

Lakhon Sitaron Ke Sath....
Meray janay pay aay jaana
pereshan tum nahin hona
kabhi chup ker nahin rona
judai zeher hoti hai
mujhay maloom hai lakin
furaq-o-hijer ka mosam
yaqeenen beet jayega
yaqeenen wasal kay lamhay
dobara lot aain gay
wohi shamain wohi raatain
wohi qissay,wohi batain
wohi phir dastaan hogi
muhabbat meherbaan hogi
Choti Si Dosti,

Anjaani Mulakaatein;

Pal Bhar Mein Khatam Hote Din,

Khayalon Mein Doobi Lambi raatein;

Yahin Se Shuru Hota Hai Pyaar, Hai Na..??
Chandni raat Mein Aur Bhi Shidat Say Aaye Gee Us Ki Yaad
Behtar Hai Faraz So Jana Shaam Say Pehlay
Hijr Ki raat Bohat Lambi Hai Faraz
Aao Uski Yaad Mein Thak K So Jaein
Usne raat K Andherey Main

Mere Haath Ki Hatheli Pe

Likha Tha Apni Ungli Se

Mujhe Pyar Hy Tum Se

Janey Kesi Siyahi Thi Wo

K Mit''ti B Nhi Aur Dikhti B Nhi...
Subah Hoe To Aankhain Aisay Neend Se Bojhal Thin

FARAZ

Jaisay Koi Jag Raha Tha Mujh Main Sari raat
Yeh Soch K Nikal Parha Hai Sard raaton Mein Phirnay "FARAZ"

kaahin Chaand Ko Ehsaas-e-Tanhaai Naa Ho
Chadni raat Ka Mizaaj Mat Poch
Hum Garebon K GhaR Nahi Aati
Neend Bhi Ab Maut Ho Gaye Hai

FARAZZ

Bewafa raat BhaR Nahi Aati
Yeh kaisi mohabbat hay...!?!?!




Suna tha hum nay laugo''n say...


Mohabbat cheez aisi hay...


Chhupaaey chhup nahee''n sakti...


Yeh aankho''n may chamakti hay...


Yeh chayhro''n pay damakti hay...


Yej lehjo''n may jhalakti hay...


Dilo''n tak ko ghulaati hay...


Lahoo eendhan banaati hay...


Ager yeh sach hay...?


To phir aakhir humai''n RAB say...


Bhala kaisi mohabbat hay...


Na aankho''n say jhalakti hay...


Na chayhro''n per damakti hay...


Na lehjo''n may sulagti hay...


Dilo''n ko aazmaati hay...


Na raato''n ko rulaati hay...


Yeh kaisi mohabbat hay...!?!?!
Hoonto pe mohabat ke fasane nahi aaty
saahil pe samundar ke hazane nahi aaty
palkein bi chamak uthi hein sote hi hamari
aankho ko abhi khawab chupane nahi aaty
dil ujri hain ik saraye ki terha hain
ab loogh yahan raat jagane nahi aaty
yaaro naye mousam ne yeh ahsaan kiye hein
ab yaad samje derd porane nahi aate
urdny do abhi parindo ko shoh hawa mein
phir lout ke bachpan ke zamane nahi aaty
is shehar ke badal teri zulfon ki terha hein
yeh aag lagate hein per bojane nahi aaty
ahbaab bi gharon ki terha ada seekh gaye hein
aaty hein magar dil ko dukhane nahi aaty…