qadar SMS Messages145 messages

YE SARD RATEN BHI KIS qadar ZALIM HAIN ADEEB
BAZAHIR SARD HOTI HAIN PAR IN ME DIL SULAGTA HY
Har Lamha apse milne ki arzo kyo hai
Is qadar apko sochne ki adat kyo hai
Har Pal ankho main rehti hai ap he ki surat
Phir b bar bar apko daikhne ki hasrat kyo hai
Nahin woh shakhs muqadar main phir bhi us sy millty hain "faraz"

bara pur'lutf lagta hai muqadar ko saza daina.
Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah Mein Khuda Ki Baargah Mein Gir Kar Ro Lenaa Khud Ko Girnay Na Dena Apni Nigah Mein ...Farishton Ko Kahan Hasil Toba Ki Lazat Khata Karnaa Hay Fitrat-E-Insaan Mein Khushiyan Muqadar Say Milti Hein Yahaan Gham Miltay Nahi Baysabab Is Jahan Mein Khudsaakhtaa Ohaam Say Rakhnaa Mun Ko Khali Khudaa Miltaa Nahi Behs-O-Taqraar Mein Duniya Ki Mehfil Mein Yaad Rakhnaa Nayaab K Tanhai Rehnaa Hay Qaber K Makan Mein...........!!!
Sirf 2 log muqadar walay hotay hain
.
1-woh jinhay sacha pyar milta hai
.
"AUR"
.
2-wo jinka Tarbooz Laal nikalta ha
Maana k teri Nazar main kuch b nahi hoon ma

"Sagar"

Meri qadar un say pooch jin k meny paisay deny hain :P

(' ') /,<<<
( )
//
Aglay Labday Phirday Ney menou... :D
''''EHSAAS''''
AAp Ki MOHABBAT KA
''''YAQEEN''''
Aap Ki Baato''n Ka
''''qadar''''
Aap k Naam Ki
''''FAKHAR''''
Aap Se Dosti Ka
''''INTIZAR''''
Aap K Sweet Se Sms Ka :)
kuch khud b thay afsurda say,,
kuch tum b hum say rooth gaye,,
kuch khud hi zzakhm k aadi thay,,
kuch sheeshay hath say choot gaye,,
kuch khud b hassaas thay bohat,,
kuch apnay muqadar rooth gaye,,
kuch tum ko sach say nafrat thi,,,
kuch hum say na bolay jhoot gaye,,
kuch logon nay uskaya tumain,,
kuch apnay muqadar phoot gaye,,
kuch khud itnay mohtaat na thay,,
kuch log b hum ko loot gaye,,
kuch talkh hakaik thay itnay,
k khaab hi saray toot gaye.........
Chhoor kar sahil-e-hayat chala ab safina mera kahiein thahry
zahar peena mera muqadar hay aur tere hoont dil-nasheen thahry
kis tarah tere aastaan pe rukoon jab na paoon taly zameen thahry
Mein tera shahar chhoor jaoon ga...

Mujh ko itana zaroor kehna hay waqt-e-rukhsat salaam say pehly..
toor loon rishta-e-nazar mein bhi tu utar aye baam say pehly
ye meri jaan mera vaada hay kal kisi waqt sham say pehly..
Mein tera shahar chhoor jaoon ga.........
Wafa ruswa nahi karna
Suno aisa nahi karna
Main pehlay he akela hoon
Mujhe tanha nahi karna
bohat masroof ho jana
To socha nahi karna
Bhrosa bhi zaroori hai
Magar sab ka nahi karna
Muqadar phir muqadar hai
Kabhi daawa nahi karna
Jo likha hai wo hona hai
Kabhi shikwa nahi karna
Meri takmeel tumse hai
Mujhay aadha nahi karna
Haqiqat ha Milan apna
Isay spna nahi karna
humein tum yaad rahtay ho
Humein bhoola nahi karna
Na Janay Khoobsorat kis qadar THA WOH ALI ZADA(A.S)
Farishtay Deakhny Aatay thay US AHSAN NAMAZI (A.S) KO
jahan pe QASIM O AKBAR , SAJJAD JESE THAY
Wahan QAMR e BANI HASHIM Kaha Jata tha GHAZI (A.S) ko.
Hum iss qadar tumpe mar mittege
Tum jahan dekhoge hum hi tumhe dikhege
Rakhna har pal iss dil mein hamari yaad
Hamare baad hamare pyar ki daastaan duniya vaale likhege