pukara hai SMS Messages6 messages

Sochne Ki Tumhe Kia Zaroorat Hai ,
pukara hai Jo Naam Tumhara ,
Pukarne Wala Koi Gair Nahin ,
Ek Pyara Sa Anjana Sa Dost Hai Tumhara.!
Mousam B Kitna Pyara Hai
Karti Ye Hawayen Kuch Ishara Hai
Zara Samjho Inki Zazbaaton Ko
Kisi Chahne Wale Ne DiLse Aapko
pukara hai.

Sochne Ki Tumhe Kia Zaroorat Hai,

pukara hai Jo Naam Tumhara,

Pukarne Wala Koi Gair Nahin,

Ek Pyara Sa Anjana Sa Dost Hai Tumhara



main bhool jaoon usay kaisi bat krty ho FARAZ

kabi din nay bi aaghaz kia hay soOraj kay bhghair

Hum"raat k "Sitaray"hain,





"Tanhaiyon"k maray hain,





"Tum"hum ko "Thokra"do Beshak





magar





"Hum"phir bhi "dost"tumhare hain
Copy to clipboard
Woh shakhs mujh ko jeet kay hara hai aur bus
Itna hi zindagi ka khasara hai aur bus

Kesay kahoon keh us ka irada badal gaya
Such to yehi hai us nay pukara hai aur bus

Dunya ko is main dard ki shiddat kahan milay
Aankhon say toot’ta hua tara hai aur bus

Lafzon main dard e hijr ko mehsoos ker kay daikh
Kehnay ko main nay waqt guzara hai aur bus

Ab in main koi khwab sajanay nahi mujhay
Aankhon ko intazar tumhara hai aur bus

Main nay kaha keh khwab main dekhi hain barishain
Us nay kaha keh ik ishara hai aur bus.
Ye mausam b kitna pyara hai,

karti ye hawae kuch ishara hai.

Zara samjho in k jazbato ko,

Ye keh rahi hai kisi Dost ne

DIL SE apko pukara hai.
YE MAusAm Bhi KitnA PyArA HAi,

KArti YE HAwAye KuCh IshArA HAi,

ZArA SAmJhO InkE jAZbAtOn KO,

YE KEh RAhi AapkO DiL SE HuMnE pukara hai..