pathar SMS Messages103 messages

sa manzar hai kahan tak sochon
zindagi main terey baray main kahan tak sochon

Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay
aur main sirf paroosi k makaan tak sochon

Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai
main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon

Loog jis mor per ghabra k bechar jaatay hain
tujh say milnay ka yaqeen ho tu wahan tak
PANI VICH pathar NA MARYA KAR
IS PANI NU KOI HOR VI PEENDA HEGA
ZINDGI THODAE DIN DI HAI HAS KAI JIYA
KAR TENU VEKH KOI HOR VI ZINNDA HEGA
Jeevain fauji tu koi carnal jarnal
te takhta ulat ke shah ban gaye

ainwain akh milayi dil de andar
rafta rafta saah ban gaye

udhay abid patha mareenday rahay
udhay pathar ibadat gaah ban gaye

saaday pagal pan deyan sajdian tu
sach much kujh log khuda ban gaye
Mumkin Ho Aap Say Tu Bhula Dejeyey Mujhe
pathar Pay Hoon Lakeer Mita Deejeyey Mujhe
Har Roz Mujh Say Taza Shikayat Hay Aap Ko
Mein kya Hon Aik Bar Bata Dejay Mujhey
Mumkin Ho Aap Say To Bhula Dijiye Mujhay
pathar Pay Hon Lakeer, Mita Dijiye Mujhay

Har Roz Mujh Say Taaza Shikayat Hai Aap Ko
Mai Kia Hon, Aik Baar Bata Dijiye Mujhay

Merey Siwa Bhi Hai Koi Mozoo-e-Guftugu
Apna Bhi Koi Rang Dikha Dijiye Mujhay

Mai Kia Hon, Kis Jagah Hon, Mujhay Kuch Khabar Nahi
Hain Aap Kitnay Duur Zara Sada Dijiye Mujhay

Ki Mai Nay Apnay Zakham Ki Tash''heer Jaa Baja
Mai Maanta Hon Jurm, Saza Dijiye Mujhay

Qaim To Ho Sakay Koi Rishta Gohor K Saath
Gehray Samandaron Mai Baha Dijiye Mujhay

Shab Bhar Kiran Kiran Ko Tarasnay Say Faida
Hai Tairgii To Aag Laga Dijiye Mujhay

Jaltey Dinon Mei Khud Pass-e-Deewar Baith Kar
Saaye Ki Justuju Mei Laga Dijiyey Mujhay

Yun To Shola-e-Jaan Sard Ho Chuka
Likin Sulag Uthoon To Hawa dijiye Mujhay
Sir Jhukao ge To pathar bhi Devta ho Jaye Ga
Itna Mat Chaho Use Wo Bewafa Ho jaye Ga

Hum bhi Darya Hain humain bhi Apna hunar Maluum hai
Jis Taraf Bhi Chal Parain, Rasta Ho Jaye Ga

Kitni Sachai Se Zindagi Ne Keh Dia
Tu nahi Mera To Koi Aur Ho Jaye Ga

Rooth Jana To Mohabbat Ki Alaamat Hai Magar
Kia Khabar Thi Mujh se Wo Itna Khafa Ho Jaye Ga
Kadam u hi dagmaga gaya raste se
Warna sambhalna hum bhi jaante the
Thokar bhi lagi to us pathar se
Jise hum apni JAAN mante the
ZINDAGI KE DARIYA ME MAUJO KO SAHIL NAHIN MILTA, MANJIL KA PATA HAMEN SAARE MANZIL NAHIN MILTA, AUR KIS SE PYAAR KARE HUM, KOI IS KAABIL NAHI MILTA, pathar TO BAHUT MILTE HAI, MAGAR KOI DIL NAHI MILTA
Ishq kar deta hai bekrar, bhar deta hai pathar k dil mein pyaar, har 1
ko nahi milti zindagi ki ye bahar, kyunki ishq ka dusra naam hai
intezar..... ....
kuch yon teray wajood mein gum ho gaya hon mein tere nazar say apna pata pochta hon mein sukh teray jaloo mein to dukh meray sath thay aa dost pir b dekh zinda raha hon mein pathar aanso, chasham-e-tar reza reza yani ham bikhren hokar reza reza aainay mein akas tera mujood raha aainay say mein bahar reza reza
Samay K Saath Gar Hum Bhi
Badal Jate Tou Acha Tha

Bohat Armaan Thay Dil Main
Nikal Jate Tou Acha Tha

Na Sheeshay K Hi Reh Paye
Na pathar K Hi Ho Paye

Kisi ache Se Saanche Main
Jo Dhal Jate Tou Acha Tha

Giray Tou Yun Giray Pee Ker
Giraya Sab Ne Nazro’n Se

Zara Larkhara Kar Hi
Sambhal Jate Tou Acha Tha

Wo Hum Se Aise Roothey Hain
K Hum Andar Se Tootey Hain

Kisi Bache K Manind Hi
Machal Jate Tou Acha Tha

Safar Main Ho Koi Saathi
Tou Aasani Si Rehti Hai

Akaile Pan K Zalim Pal
Jo Tal Jate Tou Acha Tha
Tumhare Bagair Tumhare Sung Rehne Laga Hoon

Khud Ko Kuch Is Terha Se Saza Dene Laga Hoon

pathar Ki Terha Se Hoon Kabhi Ye Gumaan Bhi Tha

Zard Patto’n Ki Terha Se Roz Bikherne Laga Hoon

Kaash Mujhe Bhi Maire Hissay Ka Pyar Mil Jaye

Isi Aas Par Ab Man Yahan Jeenay Laga Hoon

Koi Nahi Marta Kisi K Bagair Kabhi Ye Kaha Tha

Din Raat Ye Hi Soch Ker Ab Marne Laga Hoon

Tum Ne Kaha Tha Koi Juda Nahi Ker Sakta Humain

Ab Ye Hi Dua Main Bhi Kerne Laga Hoon