pardes SMS Messages10 messages

Kissi Ki Ankh Se Sapney Chura Ker Kuch Nahi Milta

Mandeiron Se Chiraaghon Ko Bhuja Ker Kuch Nahi Milta
Koi Ik Adha Sapna Ho Tou Ho , Acha Bhi Lagta Hai

Hazaron Khawb Ankhon Mein Saja Ker Kuch Nahi Milta
Sakoon Unko Nahi Milta Kabhi pardes Bhi Ker

Jinhen Apne Watan Se Dil Laga Ker Kuch Nahi Milta
Issay Kehna Ke Palkon Per Na Tanke Khawbon Ke Jhalar

Samandar Ke Kinare Ghar Bana Ker Kuch Nahi Milta
Yeh Acha Hai Ke Apas Ke Bharam Na Tootne Payen

Kabhi Kabhi Doston Ko Azma Ker Kuch Nahi Milta
Mujhe Aksar Sitaron Se Yehi Awaaz Aati Hai

Kissi Ke Hijr Mein Neendein Ga’nwa Ker Kuch Nahi Milta
Jigar Ho Jayega Chalni Yeh Ankhein Khoon Royengi

Wasi Be Faiz Logon Se Nibha Ker Kuch Nahi Milta.
Rut Haseen Ayi Kesi

Aayaa Jub Wo pardesi

Muskura Diya Jeevan

Phool Khil Rahay Aangan

Saanvli Si Larki Nay

Piyaar Paa Liya Aapnaa

Jo Sajaya Thaa Uss Nay

Such Hoova Wohi Sapna

Khud Pay Naaz Karti Thii

Sanvlii Si Aik Larki
Daulat-Mandi pardes Ko B Watan Jaisa Banah Daiti Hy

Aur Muflis Apnah He Watan Mai Par-Desi Hota Hy
Rahe pardes me to vatan ki yaad Aayi,

Khai thoker to Maa- Baap ki yaad Aayi.

Dushman mile zindagi me bahut,

Lekin dosti ke naam se bas Aapki yaad Aayi
Kausar k Saaqi ka wo
Nawasa HUSSAIN tha

Karbala k dasht main
pyasa HUSSAIN tha

Baadal yazeediat k jo
pheley chaar suu

Un main chamakta ek
sitara HUSSAIN tha

Karta wo kese haath
pe bait yazeed k

Us waqt sab se
Arfa-o-aala HUSSAIN tha

Hilney Laga Tha
Arsh-e-ELAHI bhi Us Ghari

Jab Karbal Ki Rait Pe
Tarpa HUSSAIN tha

pardes main Shaheed
jisay kr dia gaya

Wo MUSTAFA (S.A.W) ki
aankho''n ka Tara HUSSAIN tha
Seen sonian tur pardes chale pichu hu har banawi na.
Pase tele the lodre howay khat likh deyaian sharmavi na.
Khat likh k pavi dake kase hor de hath padravi na.
jin rahi te fair milan ge sada pyar dilo polavi na.
Tere dardan nal o pardesi,
kevain hodi he mulaqat na puchh,

Bund kamray di khamoshi wich kevain katday nay din raat na puchh,

Har roz musalsal hanjuan di ,kevain hondi he barsat na puchh,

Meda yar tu ap siyanaan aen, meda chehra perh halat na puchh.
Peheli nazar main hi koi hamare dil main aake baitha hai,
Usse harpal dhund rahe hai, aur woh to pardes jaake baithi hai,
Socha, aaj chand ko dekhakar unhe yaad kar le,
Par woh bhi kambakht kahi badalo main chhup ke baitha hai.......
Aaj jo Tanha hai Woh pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga
Khuvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga
Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga
Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey
Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi
Dis song is 4 U

Tum to tahere pardesi,

sath kya nibhoge,

subhah pehli

.

subhah pehli

.

subhah pehli

.

subhah pehli

.

lagta hai CD Kharab hai,

kisi aur din sunaunga