mohsin SMS Messages117 messages

khushk tinko se ghar bana raha hon mohsin,

ye janta hon k mizaj-e-yaar aag jesa hay.
"Khuwab bhi shayed kaanch se kamzor hote hain,

"("mohsin")"

Her roz bikhar jaate hain faqat ik aankh k khulne se..
log"PATHAR''ko"KHUDA maan kar b"MASOOM:hi rahe.

mohsin hum ne "AIK" "INSAAN''ko chaha to"GUNAHGAR"ho gaye,,,
mujhy uss jagah se bhi muhabat ho jati hai mohsin.

jahan baith kar aik baar tujhy sooch leta hoon..
"fana"itna ho jaun mai teri zaat mei mohsin


jo mujh ko dekh le usko tera didaar ho jaye
agar wo wajah na pochay tu ik baat kahon"mohsin"

bin us k ab hum say bhi jiya nahi jata..
uski qurbat main hai kia baat na jane ay mohsin.

ek lamhy k liye sadyon ko bhula deta hai..
tum q badal gaye ho ye herat ki bat hy.

mohsin

tum ko to meri zat se gahra lgao tha,,,
Ab is se bhar k bhalan kia ho ehtiyaat-e-wafa,
Mai tere shehr se guzron, tujhe khaber na karon!

Wo aik pal ko dikhayai to de kahin mohsin,
Mai jaan ganva ke bhi us pal ko mukhtasir na karoN!
Mere Jism Se Uski Khushbu
Aaj Bhi Aati Hy "mohsin"

Main Ne Fursat Mein Kabhi
Dil Se Lagaya Tha Usay
wisl ho ya firaq ho mohsin,

jagna sari rat mushkil hi..
masmiyat ka ye andaaz bhi mere mehboob ka hai"mohsin"

us ko tasveer mein bhi dekhon to palkein jhuka leta hai...,