khak SMS Messages31 messages


Karo jo bhi sitam hum gila nahi karte,

khizan mai KABHI phol khila NAHI karte:)

mila do khak mai hum ko magar Itna yad rakhna.

Hum Jaise log roz mila NAHI karte
Reporter: Hakumat ne Sawat & Malakand mutasareen ka bohat help kya
Khana, Pani, Kapre, Camp ko sab kuch dya.




Pathan: khak help kya! Hukumat ne NASWAR to behja he nhi.
Ghafil tujhy gharyal ye deta hai mnadi
gardoon nay ghari umer ki teri ek or gtadi
jagna hai tu jaglay aflak k saya talay
hashar tak soya rhy ga khak k saya talay.
Hum bhi mohabbat karke gunehgar ho gaye
pehle phool the abk khak ho gaye,

jab se dekha hai tumhare hasin chehre ko,
hum bhi tumhari chahat k talabgar ho gaye.
Our khaki TIGER''s Hunt At Front Of Enemy..
.
White LEOPARD Are In Blood Frezing Mountains..
.
Our EAGLES Measurs The Hight Of Skys..
&
Our SALER''s Know Where Is Depth Of Black Sea..
.
Time Lead Us,
&
Our Mothers Praying Us..
&
Proud That We Are The SON''s Of Mother Land..
.
.
Peopel Called It DEFENCE,
&
We Call It LIFE.. !!

~ HAPPY DEFENCE DAY ~
A Good daughter says 2 her lover:

Han ye sach he k mujy tmse mhbt he..
Ye b sach he k me tmhari chaht hu.
Pr mri zindgi me chahto ki kami to nhi..
Rishte or b hain sirf tum hi to nhi..
Apni zat k is pahlu sy aj milwaun tmhe..
Me kya hu kesi hu zara btlaun tmhe..
Me apni maa ki trbiyt me dhala sancha hu..
Apne baba ki umedo se pur ik khaka hu..
Apne bhai ki gairat hu janti hu me..

Mjse hi hai ghar ki izat manti hu me..
To behak jaun me ye kbi mumkin hi nhi..
K dil wo sb b rkhte hain,
sirf hum tum hi to nhi..
Mohabat wo nai jo rishty bhula dyti ho..
Muhabat wo hy jo bzurgon ki dua lyti ho... :)
DIL HAI K MUSALSAL YEH DUA MANG RAHA HAI
PHIR SAY SAFAR E KERB-O-BALA MANG RAHA HAI
SHABEER a.s K MAQTAL SAY ABHI TAK SAR-E-MOMIN
SAJDON K LIYAY khak-E-SHIFA MANG RAHA HAI
karbala ki khak per kiya admi sajday main hai

maut ruswa ho chuki hai zindagi sajday main hai

ALI(A.S)ka bach raha tha waqt-e-fajar

FATIMA(S.A) KA LAL SHAYAD AB USI SAJDAY MAIN HAI
Ya RAB ye iltimaas hai teri janab mai
Mujh ko mila day khak-E-DAR-E-BOOTRAAB mai
Baad-e-namaaz daikhtay hain yun idher udher
gardan phansi ho jaisay KHUDA ke azaab main
Yazeed Mausam e Isyaan ka La-ilaaj Marz
Hussain Khaak ko khak e Shifa Banata Hai

Yazeed Aaj bhi bantay hai log Koshish Say
Hussain Khud nahi banta Khuda Banata Hai
Alam Abbas (a.s) Ka Jis Din Se Rakha Hai Ghar Main
Khud Hi Karbala Se Hokay Hawa Aati Hai

Na Mumkin Hai Mujhe Chulay Koi Bemari
Maray Ghar Lay Ke Hawa "khak-e-Shifa" Aati Hai.
Alam Abbas (a.s) Ka Jis Din Se Rakha Hai Ghar Main
Khud Hi Karbala Se Hokay Hawa Aati Hai

Na Mumkin Hai Mujhe Chulay Koi Bemari
Maray Ghar Lay Ke Hawa "khak-e-Shifa" Aati Hai.