kafa SMS Messages38 messages

Bari anokhi Eid ki Kharidari hai Shehar i Quaid main
Log Ro Ro k kafan khareed rahe hain apne jan-nashino k Lye
Jiski khatir humne jaan di "Faraz".
.
.
.
.
Aaj usi ne kafan utha kar kaha:"Acha huwa mar gaya saari raat sms kar k pareshan karta tha"
Ab Aan$uon Ko Aankhon Mein $ajaana Hoga
Charaagh Bhuj Gaye Khud Ko Jalaana Hoga
Na $amajhna Keh Tum$e Bicharh Ke Khu$h Hain
Humein Logon Ki Khaatir Mu$kuraana Hoga
Phir $haam Dhal Gayi Tum Aaye Na Aaj Bhi Dil Ko Aaj Phir Umeedon $e Behlaana Hoga
Waada Khilaafi Kar Ke Mu$kurate Hain Aap Dekhna Ek Din $anam Aapko Pachtaana Hoga Lahoo $e Apne kafan Pe Tera Naam Likh Jaaunga Thaam Ke Haath Mein Phool Tumko Aana Hoga
Abhi $e Na Kijiye TaQaaz-E-Ma$roofiyat Ke Aap Abhi Uthna Hai Janaaza Kaandha Tu Dena Hoga
Muddaton Kiya Hai Tera Intezaar Aye $anam Umr Kat Chuki Ab Tu sajid Tujhe Jaana Hoga.....
Tere dil ko sajayenge apne arman dekar,

tere labo ko hasayenge apni muskan dekar.

Dosti ki kasam tujhe kafan se bhi utha layenge

tere sharir me apni jaan dekar
Zakhmoun se choor choor hai Zahra(as)ka ladla
roko zaraa ye teer to sajda karein ada
kese jawaan betay ki wo laash uthaye
tooti hui kamar hai k Abbas(as)chal basa
bhai ki laash pe jo behen ro k gir parri
mein ja rahi hu shaam mujhe keh do alvidaa
ummet ne khoob AJR-E-RISALAT diya humein
tu be-kafan HUSSAIN(as),mein ZAINAB(as) be-rida choor hai Zahra(as)ka ladla
roko zaraa ye teer to sajda karein ada
kese jawaan betay ki wo laash uthaye
tooti hui kamar hai k Abbas(as)chal basa
bhai ki laash pe jo behen ro k gir parri
mein ja rahi hu shaam mujhe keh do alvidaa
ummet ne khoob AJR-E-RISALAT diya humein
tu be-kafan HUSSAIN(as),mein ZAINAB(as) be-rida
Har dhadkan pe aapka naam liya karte hain,
Aap ho humey apni jaan se bhi pyare,
Tabhi to waqt be waqt yaad kiya karte hain


Samandar mein "Gahrai" ki tarhan
Pyar mein "Judai" ki tarhan
Dosti mein "Chahat" ki tarhan
Mohabbat mein "Wafa" ki tarhan
Meri zaban par tum rahte ho "Dua" kei tarhan


Ankhain aap ki hoon par anso mere
Zindagi aap ki ho par sansain meri
Dil aap ka ho par dhadkan meri
Zindagi k akhri more par dua hogi ye
kafan aap ka ho aur mout meri
Shaam bhi udas hogi raat bhi udas hogi,kafan me lipti meri laash hogi...
Ae dafna ke janewalon unse keh do,Qabar me bhi unki tasvir mere saath
hogi....
Hamara Libas 6 Gaz

Or kafan Sirf 2 Gaz

Hamara Ghar 120 Gaz

Hamari Akhri Aramgah Sirf 2.5 Gaz

Hamaray Irady 1000 Sal K

Or Hamari Zindagi ?

1 Sawalia Nishaan ???
Hamara Libas 6 Gaz

Or kafan Sirf 2 Gaz

Hamara Ghar 120 Gaz

Hamari Akhri Aramgah Sirf 2.5 Gaz

Hamaray Irady 1000 Sal K

Or Hamari Zindagi ?

1 Sawalia Nishaan ???
Kisi ko mil jati hai rangeen baharen,
kisi ko chaman nahi milta,
kisi ke kabar par banta hai Tajmahal,
aur kisi ko kafan nahi milta.
Kisi Ke yadon ne pagal bana rakha hai
kahin mar na jao kafan sila rakha ha
dafnane se pehle dil nikal lena
kahin wo na dafan hojaye
jisy dil main chupa rakha ha
Meray MaRnay K Baad Meri Khaani Likhna
KaiSay BarBaad hOii Meri Jawani Likhna

Yeh Bhe Likhna Usay InteZar Tha bOhet
AakhRi SanSOun Ki jAb hOii Rwanii Likhna

Aur Kya Likhna hAi mUghe kUch Yaad Nahien
AankhOn Mein Aaya Tha bOhet Pani Likhna

Jo Pyar Sey Khai Thien Qasmien Us Ney
Un QaSmOun Ki Kya hOii MehaRbani Likhna

Ik Mein Nahien hOn dUnya Mein mansOor
BArBaad hOi IShq Mein Jis Kii Jawani Likhna

Aur Likhna K Daitay Tha dUa tUghay
Haath Bahir Thay kafan Sey NiShani Likhna