Gulon
ke beech tera chehra bada suhaana lagey
Chaandni raath mein chaand bhi ab puraana lagey
Shabnum bani sharaab teri must nigaahi
ka hai asar
Husn tera hamein mai
kadey se judaa na lagey
Ghar baith
ke peeney lagey jo hum teri nigaahon se
Soona soona zamaaney
ka har mai
khana lagey
Bijliyon se thi nafrat inhein aadtah aashiyaan jalaney
ki
woh hans
ke bijliyaan dil pe giraayein bhi to buraa na lagey
leliye ghum in
key tamaam hamein jo azeez they
ki aabaad sada ghumon se dil
ka
khazaana lagey
sambhaali hai
khud
kashti tofan-e-ghum mein
ki na-qudaa bhi ab ilyas
ko na-qudaa na lagey