Zamanay Bhar
ki NigahOn Main Jo
khuda Sa Lagay
Wo Ajnabi Hai, Magar Mujh
ko Aashnaa Sa Lagay
Na Jaanay
kab Meri Duniya Main Mus
kuraye Gaa
Wo Ai
k Sha
khs
k khuabOn Main Bhi
khafa Sa Lagay
Ajeeb Cheez Hai YaarOn, Ye ManzilOn
ki Havas
k Raahzan Bhi Musafir
ko, Rah-Numa Sa Lagay
Dil-e-Tabaah! Tera Mashvara Hai
kia,
k Mujhay
Wo Phool Rang Sitaraa Bhi, Be-Wafa Saa Lagay
Hui Hai Jis Se Munavvar Har Ai
k Aan
kh
ki Jheel
Wo Chaand Aaj Bhi IMRAN
ko
kam Numa Sa Lagay