hazar SMS Messages97 messages

Baar baar yeh din aaye,
baar baar yeh dil gaaye,
tu jiye hazaro saal,
yehi hai meri aarzoo,
Happy Birthday To You !!!"
Dilon ko khareedney wale hazar mil jayege,


Aap ko Dagha Dene wale bar-bar mil jayege,


Milega nA Aapko Hum jesa koi,


Milne ko To Dost Beshumar mil jayege.
maine kabhi apni nahi doosron ki khoshi chahi,

par hamesha doosron ki nafrat hi payi,

aaj tak kisine humse dosti nahi ki,

par aaj is duniya ke logon ne meri zindagi hi badal di,

is duniya ne bhale hi diye ho hume hazar gham,

par tumhari dosti se mit gaye sare gham
Nisar Teri chahal pahal per hazaron eiden

"Rabi-ul-Awal"

Siwae iblees k jahan main sabhi to khushian mana rahe hain
hazart Amam Hussain RA Ki Or Uke handan Ki Qurbaniyoo Se Hume Bohat Se Sabak Milatay Hain Jaise ...

ALLAH K Farman Pe Amal ,

Hazrat Muhammad SAW K Batye Hoye Rasto Par Chalna ,

Deen-e-Islam Ki Hifazat ,

Apne Upar Zabat ,

Haq Ka Sath ,

Sach K Liye Batil Se Jung ,

Sabar Ka Imthiaan ,

Zulam Ka Dat Kar Samna ,

Namaz Ki Ahmiyaat ,

Qurbani Or Jahad K Maqasaad ,

Shadat Ki Asli Roh ...



Orr Itna Kuch Jo Ais Msg Mai Pora Nahi Utar Ske ...

Humaye Bhi Ais Waqai Se Haq Ki Nashiat Le Kar ISLAM ko Aj Bachana Ha ..!!
Aik arab

Aik karor

Aik lakh

Aik hazar

Aik so

Aik dafa


I LOVE U

Meri jaan

Merey chand

Merey sohney

Merey piyarey


PAKISTAN... ;->
shikway bhi hazaron hain shikayat bhi bohat hai
iss dil ko magar uss say mohabat bhi bohat hai
aajati hai milnay wo tassavor main sar e sham
ek shaks ki itni si inayat bhi bohat hai
yeh bhi hai tamanna k usay dil say bhula dain
iss dil ko magar uss ki zaroorat bhi bohat hai
dekhain to zara pi k zeher e mohabbat
suna hai k iss zeher main lazzat bhi bohat hai
Love Does Not Die Easily.
It Is A Living Thing.
It Thrives In The Face
Of All Life''s hazards,
Save One--Neglect.

~ By James Bryden.~
The most coments for love.

1. Muhabat aankh se nhi dil se dekhti hai.
(shakespear)

2. Jo bar bar muhabat karty hen wo muhabat karna nhi jante.
(Tulsi das)

3. Muhabat wo khel he jis me aqal har jati hai.
(Maso leni)

4. Dil ki hazar ankhen hoti hen magar wo mehboob ke ayeeb ko nhi dekh sakti.
(Suqraat).
Tum Bin Guzar To Jayegi Zindigi
Per Main Jee Na Paaoongi Tum Bin
hazaroon Sitaron Ki Bheer Main Bhi Dekho
Yeh Chaand Kitna Tanha Hai Tum Bin
Rahon Kahin Bhi, Kisi Kay Sath Bhi
Per Main Hamaisha Udaas Hoon Tum Bin
Maana Chiragon Ki Roshni Main Hoon Main
Per Meri Zindagi Main Andhaira Hai Tum Bin
Baharon Ka Mousam To Hai Gulshanon Main
Per Pholoon Main Khushboo Nahi Hai Tum Bin
Iss Hansi Ke Kehkahon Main Dekhoo
Mera Dil Ro Raha Hai Tum Bin
Mera Sub Kuch To Tum Ho
Main To Kuch Bhi Nahi Hoon Tum Bin
Kabhi ro k muskraye kabhi muskra k roye,

uski yaad jab b aayi use bhula k roye.

Ek uska hi naam tha jise hazar bar likha

jitna likh k kush hue,usse jyada mita k roye
yaadyn tere khuloos ki dasti hyn aaj bhi
milnay ki aarzoo may tarasti hyn aaj bhi
ankhyn hazar zabt ki koshish k baawajood
ruk ruk k baar baar barasti hyn aaj bhi!!!