haaye SMS Messages21 messages

zindagi pe is se bherh k tanz kya hoga faraz?
us ka yeh kehna k to shaayer hai, deewana nahin*
phuulo.n kii aarazuu me.n ba.De zaKhm khaaye hai.n
lekin chaman ke Khaar bhii ab tak paraaye hai.n

us par haraam hai Gam-e-dauraa.N kii talKhiyaa.N
jisake nasiib me.n terii zulfo.n ke saaye hai.n

mahashar me.n le gaii thii tabiyat kii saadagii
lekin ba.De Khuluus se ham lauT aaye hai.n

aayaa huu.N yaad baad-e-fanaa unako bhii ''Adam''
kyaa jald mere siikh pe imaan laaye hai.n
Yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye muJhe
Ke sang tuJhpe gire aur zakhm aaye muJhe
(Bechara Mard)
Mard agar aurat par hath uthai to zalim, agar aurat se pit jaye to buzdil, aurat ke agay chalay to Firoun peeche chale to zan mured, aurat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous, agar kuch na kahe to beghairat, agar ghar se bahar rahe to awara, ghar mein rahe to nakara, bachon ko dantay to jabir, na dantay to laperwah, aurat ko kam se rokay to daqianos, na rokay to aurat ki kamai khanay wala.
haaye Mard bechara jaye tu jaye kahan.
Woh bhi kya din the jab log humain diwano ki tarah kiss kiya karte the ....

par haaye hamari phooti kismat us waqt hum 2 saal ke hua karte the .........
roj khaaye channe aur piya thanda thanda paani



roj khaaye channe aur piya thanda thanda paani



roj khaaye channe aur piya thanda thanda paani




chota tha tabhi dekhne nahi mili koi mil gaya...




ab dekhta hu mein reshma ki jawani...;->
adnam saami se inspire ho kar, humne bhi wajan kam karne ki thaani
.
.
.
.
.
.
.
adnam saami se inspire ho kar, humne bhi wajan kam karne ki thaani

.
.
.
.
.
.
adnam saami se inspire ho kar, humne bhi wajan kam karne ki thaani
.
.
.
. after getting inspired from, i also decided to loose weight
.
.
.
.
.
adnam saami se inspire ho kar, humne bhi wajan kam karne ki thaani
.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
roj khaaye channe aur piya thanda thanda paani...........;->
Bijli hun main bijli hun,
WAPDA ki main titlee hun,
1 ghanty k liye aati hun
2,2 ghanty jati hun,
0oper pankha rukta hy,
Neeche Munna rota hy,
Mune ki ammi kre haaye,
Bijli us ko tarpaaye
Munne ki Ammi kaali
Bijli hy nakhron waali...

Brought u by: WAPDA
Geo Bijli k Jhatky laga k..:-D
Mein yun he Ghoomta raha tere Shehar mein


WASI,



Na Kisi ne Chaaye poochi na Kisi ne Lassi.

O Ja Oye Wasi!.!''!.!