gardan SMS Messages9 messages

Dunya K 5 Mushkil taren Kam
1-Hathi Ko dhakka lgana
2-Machar Ki malish karna
3-Chiunti ko kiss karna
4-Zrafey Ki gardan dabana
5-Ap Se SmS ki tawaqa rakhna
Ya RAB ye iltimaas hai teri janab mai
Mujh ko mila day KHAK-E-DAR-E-BOOTRAAB mai
Baad-e-namaaz daikhtay hain yun idher udher
gardan phansi ho jaisay KHUDA ke azaab main
Parwardigar
Suna Hy k Tu Rehta Hy Sheh-Ragg k Qareeb

Jab Khanjar gardana-e-HUSSAIN Pe Chala Tou Tujh Pe Kia Guzri ???

Allama Iqbal
tAsvEeR-E-yAar cHupAi hAi diL mEy,


jAb bHi chAhA gardan jHukAi oR dEkH lEe,


NaHi FiKAr tUjHkO yAAd
AAuN mEy,


khAyAl hAi yEh tUjHkO siRf pAuN mEy.../
Woh Chahta Tha Phir Bhi Koi Guftago Na Ki
Main Nay Bhi Poochnay Ki Justajoo Na Ki

Tasveer Teri Dekh Kar Ankheein Chaalkh Parein
Hum Nay Teri Ibadaat Kabhi Bay-Wuzu Na Ki

Baithay Rahay Chup Chap Hum Pardah Nasheen K Paas
Musa Ki Tarahan Dekhnay Ki Arzoo Na Ki

Woh Hay Nasha-e-Ishq Ki Lazat Say Bay Khabar
Jis Nay Ye Zindagi Kabhi Nazar-e-Sobo Na Ki

Karta Raha Biyaan Woh Gheroon Kay Samanay
Us Nay Kabhi Shekayat Merey Roo-ba-Roo Na Ki

KyuN Dil Mein Chuppaey Rakhay Hain Hum Nay Raaz-e-Ishq
Ahel-e-Janoon Ki Baat Kabhi Koo-ba-Koo Na Ki

Milta Nahi Hay Us Ko Shahadat Ka Martaba
Rah-e-Kudha Mein Jis Nay Ye gardan Lahoo Na Ki
Be-Rabt Si Tehreer Ibaarat Nahi Hoti,

Hathon Ki Lakiron Me To Kismat Nahi Hoti.

Sajday Me Dikhawa Ho,To Sajda Nahi Hota.!

gardan K, Jhukane Se Ebaadat Nahi Hoti.

Wo Shakhs Mohabbat Se Humesha Raha Mehroom..

Auron K, Liye Jis me Mohabbat Nahi Hoti.

Chehre Ka Singhaar Kabhi
Kaam Na Aaya.

Seerat K, Bina Koi Bhi Surat Nahi Hoti.

Shahkaar Ki Takmeel Main Shamill Na Ho
Gar Fiker.

Tasveer To Ban Jati Hai Moorat Nahi Hoti.
nigahoon se qatal kar dalo,
na ho takleef dono ko,"''GHALIB"''

tumhain khanjar uthaney ki,humain gardan jhukaney ki....
Agr koi ap k pas aaye aur kahe,"tum bewaqoof ho"
To koi lamha zaya mat krna us ko gardan se pakrna aur kehna
!


!

Plz Kisi or ko mat batana yar ! ok !
Agar Koi Yeh Chahay k Woh Dunia Main Sub Say Alug Nazar Aiay... Woh Jahan Bhi Jiay, To Loog Ussi Ki Taraf Daikhain To Ussay Chahiay k.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Apni gardan Utarwa k Chala Phira Karay......