fitrat SMS Messages42 messages

Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki fitrat Nahi

Aap Jese Dost Jabse Mile
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi
Jis Ki fitrat Thi Baghawat Karna....

Tu Ne Us Dil Pe Hukumat Ki Hai........!!
Jin ki fitrat main Qarar Bhot Tha
Unka Milna Dushwar Bhot Tha
Jo Mere Hathon ki Lakeeron main Na Tha
Mujy Us Shakhs se "Pyar" bhot Tha
il k lut jane ka izhar zrori to nai
ye tamasha sar-e-bazar zrori to nai
muja tha ishq teri roh se or ab b ha
jism se koi srokar zrori to nai
me toje tot k chahon tu meri fitrat ha
to b ho meri talabgar zrori to nai
ay sitam kash zara jhank meri ankhon mein
zuban se pyar ka izhar zrori to nai
Tum jab say mile ho yeh duniya janat hay
Tumhain yon chahtay rehna hi bus meri ibadat hay
Na janay q nahi laga mujay dar is zamanay say
Suna hai pyar karnay walo ki aesi hi fitrat hay
Meray mehboob agar koi laga day mujh ko sooli bhi
Meri mayyat bhi bolay gi mujhay tum say mohabbat hay
Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah Mein Khuda Ki Baargah Mein Gir Kar Ro Lenaa Khud Ko Girnay Na Dena Apni Nigah Mein ...Farishton Ko Kahan Hasil Toba Ki Lazat Khata Karnaa Hay fitrat-E-Insaan Mein Khushiyan Muqadar Say Milti Hein Yahaan Gham Miltay Nahi Baysabab Is Jahan Mein Khudsaakhtaa Ohaam Say Rakhnaa Mun Ko Khali Khudaa Miltaa Nahi Behs-O-Taqraar Mein Duniya Ki Mehfil Mein Yaad Rakhnaa Nayaab K Tanhai Rehnaa Hay Qaber K Makan Mein...........!!!

Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi,
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki fitrat Nahi...
Aap Jese Dost Jabse Mile,
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Jarurat Nahi.....
Ab Aur Manzil Pane Ki Hasrat Nahi
Kisi Ki Yaad Me Mar Jane Ki fitrat Nahi

Aap Jese Dost Jabse Mile
Kisi Aur Ko Dost Banane Ki Zarurat Nahi
MUSAFIR TO BICHARTE HAIN,
RAFAAQAT KAB BADALTI HAI,
MOHABBAT ZINDA REHTI HAI,
MOHABBAT KAB BADALTI HAI,
TUMHEN JO YAAD RAKHA HAI,
YEH HI APNI MOHABBAT HAI,
JO PATHAR PAR LIKHI JAAYE,
WO IBAARAT KAB BADALTI HAI,
KALI KA PHOOL BANNA OR BIKHAR JAANA MUQADDAR HAI,
YE HI QANOON-E-fitrat HAI,
YEH fitrat KAB BADALTI HAI,
JO DIL PE NAQSH KAR JAAYE OR AANKHON ME SIMAT AAYE,
ALAAMAT HAI YEH CHAHAT KI OR CHAHAT KAB BADALTI HAI,…….?????
ALLAH AAP KI HIFAAZAT KARE ( AAMEEN
main lafjo se kuch bhi izhaar nahi karta,iska matlab yeh nahi ki main usse pyar nahi karta,cahata hoon main usse aaj bhi par uski soch main apna waqt bekaar nahi karta,kahin tamasha na ban jaye mohabbat meri isliye ape dard ko izhar nahi karta, jo kuch mila hai usi mai khush hoon main, uske liye khuda se takrar nahi karta,par kuch to baat hai uski fitrat mai jalim warna usse cahane ki khata baar-baar nahi karta.
Khul kar izhare mohubat meri fitrat na thi.Wo samjhte rahe humain unse mohubat na thi arzo apni sari dil ma rehgai hum bhi majbor the kuch unko bi fursat na the
Musafir to bichadte hain , rafaqat kab badalti hai
Mohabbat zinda rehti hai,mohabbat kab badalti hai

Tumhi ko chahte hain hum ,tumhi se pyar karte hain
Yehi barson ki aadat hai aur aadat kab badalti hai

Tumhe jo yaad rakha hai yehi apni ibadat hai
Jo paththar par likhi jaaye ,ibarat kab badalti hai

Kali ka phool banna aur bhikhar jaana
Yehi qaanoon -e- fitrat hai to fitrat kab badalti hai

Jo dil pe naqsh kar jaaye aur aankhon mein simat aaye
Alaamat hai yeh chaahat ki to chaahat kab badalti hai

Use chaaha use pooja yehi tauqeer hai apni
Hamein gumrah mat samjho ibaadat kab badalti hai

Purane zakhm ko ab Bhula dein yahi achcha hai
Na chaahe aap hi koi to qismat kab badalti hai