ye dil na jaane kya kar baitha.
mujhse puche bina hi faisla kar baitha.
is zameen par toota sitara to nahi girta.
aur ye pagal chand se DOSTI kar baitha...
Jaha raha hai mera SMS, na jane kya gul khilayega?
pyar se padha jayega ya bina dekhe delete ho jayega,
agar delete na hoga to ek reply jarur aayega...