dhok SMS Messages73 messages

Jisnay Thoray Waaday Jisnay Toora Dil
Jeena Mushkil Hoo Gaya Daidi Kitni Mushkil
Uss Baywafaa Say Ab Haar Rishta Toor Daingay
Muhabbat Chor Daingaay Hm
Muhabbaat Chor Daingay Hm
Maar Jayen Gay Par Ab Us Ka Naam Nahi Lain Gay
Jisnaay Toora Dil Usay Ilzaam Nahi Deingay
Dil Ki Batoo Mai Akaar Yeah dhokaay Khayaaye Hein
Abb Apnaay Dil Say Ham Koi Kaam Nahi Lain Gay
Uss Baiwafaa Say Ab Har Rishta Tor Daingay
Muhabbat Chor Daingay Ham
Muhabbat Choor Daingay Ham.
Zindagi mile itnay dhokay




chalo miti pao its ok.


Hun banda subah subah ki rola paawe
Brain is the most outstanding organ it works for 24 Hours 365 days right from the time of birth but stops only when we enter th Exam Hall...

dhoke-Baaz:-D
mere aansoo meri palkon se churaney k liye

koi nahi mujhey seeney se laganey k liye

yoon to hain chehray iss duniya mey

nahi koi magar sath nibhaney k liye

din bhar khuwab jo tootey thay sametey hum ne

phir se so gaey hum naye khuwab sajaney k liye

mey na rahoonga to yad karogey mujhko shayad

phir kisey dhoondhogey tarpaney k liye

meri saanson ki rawani to faqat dhoka hai

haan mey zinda hoon magar sirf dikhawey k liye....
PyAr Se ChaHe ArMaaN MaaNg Lo
/
RuThkar ChAhe MuSkAan MaaNg Lo
/
Bus TaMaNna Yeh Hai Ki Na DeNa
Kabhi dhokha /
Fir HaNskar ChAhe JAAN MAaNg Lo.
Der lagi aane mein tumko shukr hai phir bhi aaye to
Aas ne dil ka saath na chhoda waise ham ghabaraaye to

Shafaq, dhanak, mahtaab, ghataayen, taare, nagmeiN, bijali, phuul
Uss daman mein kya kya kuch hai vo daman haath mein aaye to

Chahat ke badle mein hum toh bech de apni marzi tak
koi mile toh dil ka gahak, koi hamen apnaaye to

kyn ye mihr_angez tabassum madd-e-nazar jab kuch b nhi
haaye agar koi anjaan agar iss dhoke mein aa jaaye to

suni sunaai baat nahin hai apne upar beeti hai
phool nikalte hain sholoN se chahat aag lagaaye to

jhooth hai sab tareekh hamesha apne ko dohraati hai
achchha meraa khwab-e-jawani thoda sa doharaaye to

nadaani aur majbuuri mein yaaro kuch toh farq karo
ek bebas insaan kare kya tuut ke dil aa jaaye to....
Sath dil k chaly dil ko Nahin Roka ham ny
Jo na apna ta usy toot k chaha ham ny
aik dhoky main Kati umar hamari sari
Kia bataon k kis ko paya kis ko koya ham ne
*. . .bohjal c ankhein haseen sa os ka wo chehra,

ehsan os ka tha ya dhoka apni nazron ka. . .*
Apni Aakhon Ke Samunder Main Utar Jaane De
Tera Mujrim Hoon, Mujhe Dub Ke Mar Jaane De
Zakham Kitne Teri Chaahat Se Mile Hain Mujhko
Sonchta Hoon Kahoon Tujhse, Magar Jaane De

Aarzoo jhooth hai,
Aarzoo ka fareb khana nahi ..
Khush jo rahna ho zindagi me tumhe..
Dil kabhi kisi se lagana nahi.

Ek pal mein jo aakar gujar jaaye
Yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahi
Pyar kahti hai duniya jise,
Ek rangeen dhokha hai .. Aur kuch nahi

Asmaan bhi baras raha hai,
Mere Ashko se takra raha hai,
Kisme hai jor jyada shayad yeh dekh raha hai,
Barsaat to phir bhi ruk jayegi,
Mere Ashko ka koi anth nahi,
Dil me hai dard itne jiska koi hisaab nahi.
Uss ny muhabbat ko b ik tijarat samja
Ik dhoka tha main jisy chahat samja

Wo mery dil ko torr karr khush hota raha
Main kaisa deewana tha jo dard ko b rahat samja

Uss ny samja hi nahi rishtoo k taqaddus ko kabhi
Yeh faqt khail tha main ny uss ki aadat samja

Har baar uss ny dia meri wafa ko fraib Dost
Main tha k apny pyaar ko ik abadat samja
In Dosti Ki Rahoon Main dhoka Na Dena Dost Mera Yaqeen Tujh Py Aisa Hy Jaisy Zubaida Aapa Ko Apne Totkon Per. :-P
Tum Se Na Mile, Koi Gum Nahi,
Bas Baat Karo Ye Milne Se Kam Nahi,
Dosti Me dhoka De Wo Hum Nahi,
Aur Hamari Dosti "Rang De Basanti" Se Kam Nahi