Tumhara naam sunte hi bahut ku
chh yaad aata hai
Khushi me guzra hua ek zamana yaad aata hai
Itni door ho gaye ho humse tumhe bula bhi nahi sakte
Aankhe bandh karte hi tumhara
chehra yaad aata hai
Kaise bhuladu tumhe ab tum hi batado Sanam
Kiya tha kabhi jo tumse wo wada yaad aata hai
Kabhi jaker sagar kinare banaya tha jo gharonda humne
Aaj toota hua ret ka wo mahel yaad aata hai
Kabhi so
cha na tha maine hum yu bi
chhad jayenge
Ba
chpan ka wo roothna wo manana yaad aata hai
char pal wo Zindagi ke wo mehfilo ki roshni
Deepak ke ujale me bhi gum ka andhera yaad aata hai
Ab to is tanhayi me ghoont ke mar jayenge hum
Hum se wo
chhoota hua tumhara daman yaad aata hai