c SMS Messages19427 messages

Narrated Abu Huraira:

"Allah's Apostle said, "By Him in Whose Hands my life is, none of you will have faith till he loves me more than his father and his children."Bukhari
Bohat Khubso0rat Hy Ye Dua Hamari
Phoolon Ki Tarha Mehky Ye Zindagi Tumhari
Muje Kya chahiye Or Zindagi Me
Kabhi Khatam Na Ho Bas Ye Dosti Hamari....
H-m T-m
will never complete without "u"
&
fr-end sh-p will never complete without "i"
so "u" & "i" must be there 4 ever 2 keep hum tum frnds 4 ever...!
Socha n tha is tarah koi apna milega,
1 khubsurat sa mujhko sapna milega,
jab kabhi mahsus ho zarurat meri!
Bas awaz dena,
har waqt apka ye dost apko "apna" milega
Phulo se bagiya mahekti rahe ,
sitaro se duniya chamkati rahe,
hum rahe na rahe,
dua h rab se aapki kismat har dam chamkti rahe....
Acha dost “Hath” aur “ankh” ki tarhan hota hai.
Jab “haath” ko taqleef hoti hai to “ankh” roti hai,
Aur jab “ankh” roti hai to “hath” ansoo ponchta hai.

Milte hai acche Dost sirf khushnasibo ko,
Isliye hamari Kismat se jalna chod do,
Tamanna ho agar hamare dost se milne ki,
To jakar AAINA dekh lijiye…

Har aahat ehsaas hamara dilaayegi.,
Har hawa khushbu hamari laayegi.;
Hum dosti aisi nibhaayengey yaara!
Ki hum na honge aur humhari yaad tumhe sataayegi..! !!

Kabhi kabhi in ankhon me nami si hoti hai.
Kabhi kabhi in hoton pe hasi si hoti hai.
E dost wo tum hi ho,
Jis se meri jindagi zinda dil hoti hai.
Us ki judai mein itna kamzor ho gaya hoon
Faraz


K ab to chilli milli bhi khaon to pait bhar jata hai :-(
Kaash chahnay walay hamesha chahnay walay hi rehtay Fraaz....
Par log aksar badal jatay hain Mohabat ho janay k baad...
Is rah-e-muhabat ki tum baat na pucho Faraz,

Anmol jo hain insan bemol bik jatay haiñ....
Hum to yun hi Munna Biscuit khaa rhe thhe +FÃ.žRÃ.žZ+
.

.

.

.

Ek Larki hume baacha samjh k pappi de gai";-)
Un K Ghar K Saamne Naach Naach Kar chapaL Tak Torr Di hum ne "Faraz":-(

Zaalim enjoy KRNe K Baad Keh Gayi K!
"Pappu cant Dance.%-) sala.
Hum to bejaan cheezon se bhi wafa krte han Faraz,

Uss mein to phir bhi meri jaan basi hai...