Aye mah-e-ramzan aahista
chalna
humen khasa qaraz
chukana hai,
ku
ch khuwab hai jinko likhna hai
aur taaberon ko pana hai,
ku
ch log hain ujray dil wale
un sab main pyar basana hai,
aur khiza raseda aangan main
ab aman ka beej lagana hai,
or rab ko humen mana'na hai
humen khasa qaraz
chukana hai...