c SMS Messages19427 messages

DUA
Ya Allah hum tujhse mangtay hain,
Aisi Maafi jiske baad Gunah na ho,
Aisi Hidayat jiske baad Gumrahi na ho,
Aisi Raza jiske baad Narazgi na ho,
Aisi Rehmat jiske baad Azaab na ho,
Aisi Kamyabi jiske baad Nakami na ho,
Aisi Izzat jiske baad Zillat na ho,
Ya Allah mujhe Dunya aur Aakhirat ki Zillat se bacha,
Mustaqbil k aanay waly dinio main sukoon sukoon ata Farma,
Fwd karne se kitne log DUA mangain gy.
Pata nahi pata nahi kiski dua hamary haq main behtari kary
chand Raat

chand Raat Darasal Allah Ta,Ala Ki

Taraf Say Un Roza Daroon K Ley Inaam Hai,

Jinhoon Na Gunahoon Say Bachtay

Hoey Quran Suna Aur Qayam Kia
Raat Ko Naya chand Mubarak,
chand Ko chandni Mubarak,
Falak Ko Sitare Mubarak.
Sitaroon Ko Bulandi Mubarak.
Aur Aap Ko Hamari Taraf Se:-
RAMADAN MUBARAK
Jo kar sakta hy karle
.
Jahan chup sakta hy chup ja
.
Kiyun k tere pass hain sirf 15 din,
.
14 din k bad tujhe dunya k har kone se dhoond kar Qaid Kaid kr dia jae ga samjha!
Ramzan Aane Wala Hai... =P ;->
RAMZAN Aane wale hyn
Agr mene apko koi dukh dia ho ya meri waja se apko koi taklif hui ho tu Zra sochiye ga
K




Phly ap ne hi koi kaminapan kia hoga =P
Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..



Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..





Log Roza Na Torh Den Eid ka chand Samj kr... =P ;->
(1)A Ramzan checklist

Read The Whole Qur''an At
Least Once As The Prophet
Peace Be Upon Him Did.
(2)A Ramzan checklist. . .

Intend To Fast Everyday With Iman & Pure Intention Seeking The Reward From ALLAH Alone.
The Prophet Peace Be Upon Him Said,
"Whoever Fasts In Ramadan With
man & Seeking Reward
(from ALLAH) his Past Sins
Will Be Forgiven"

(Bukhari)
(3)A Ramzan checklist

Make Du''a During The Fast Because
The Prophet Peace Be Upon Him
Said That Three People''s Supplication
Is Not Rejected One Of Them
Is The Fasting Person.
Ask For The Good of This Life
& The Next For Yourself,
Your Family & Muslims In General.
As the Fajar azan begins
And the 1st holy fast begins
May Allah bless you with happiness
and grace your home with warmth & peace.
Roza 10 Shaban,
2 Hijri ko Farz hua.
.
Roze ki fazilat ka hukam
Sorah Baqrah Ayat 183,184 main hua.
.
Har cheez k lye Zakat hai
Aur Jisam ki Zakat Roza hai.
Ramzan Dhamaka Offer
-
.
-
.
-
.
-
.
-
.
-
.
-
.
Jab Pata chalay To Mujhe Bhi Bata Dena.
Shukriya.