Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..

Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..
Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..



Ramzan k Dino Me Ghar Se Me Is Liye Nhi Niklta..





Log Roza Na Torh Den Eid ka Chand Samj kr... =P ;->
  

May, 27 2010     171 chars (2 sms)     2536 views       Ramdan

more Ramdan SMS Messages

Hazrat Mohammad (S.A.W) Ne Farmaya:

Allah Taalah Farmatay Hain,

"Aulaad-E-Aadam Ka Har Amal 10 Guna Bharta Hai Siwaye Roze Ke,

Roza Mere Liye Hai Aur Main He Roze Ki Jaza Doon Ga."

(BUKHARI SHARIF)
Trrrrn
Trrrrrrrrrn
Trrn
Trrrrrrn
.
.
.
.
Uth ja nestya Roza rakhn Da ALARM
Bajh reya ey
Uth nestya.
Assalam-o-Alaykum

Aapko aaj meri taraf se iftari
ki dawat hai.
MC-DONALD
main
.
.
.
.
Nahin Yaar Masjid main.
Jisne bana dia her ghar ko gulistan.../

Chala jaega kuch dino ma ye mehman...//

Tohfe ma dey jaraha hay ye ''EID'' sabko...!

(Alvida ! Alvida)

mah-e -ramzan.
RAMADAN MUBARAK

Wish you a joyous IFTAR
with Happiness Health
and Success Always ..
1 Pathan 2sre Pathan Se- Yaar "Mujhy Roza Lag Raha Hy" ki English Kia Hogi

2nd Pathan: Khocha Bohat Easy Hy
"The Roza Is Touching To Me...." =P ;)
Jadeed Tehqeeq Se Pata Chala Hy k




Agar Sehri k Baad

14 Ghantey Gehri Neend So Lia Jaye
Tou








Bhook Aur Pyaas Nahin Lagti .. =P ;)
Welcome Ramzan!
Walk Humbly
Talk Politely
Dress Neatly
Treat Kindly
Pray Attentively
Donate generously
ALLAH bless You
Aapko Meri Taraf se
.
Chamaktay
.
Damaktay
.
Rehmat Barsatay
.
Mehkay Mehkay
.
Roshan Roshan
.
Pur Noor
.
Ramzan ki Aamad Mubarak.
Mah-e-Ramzan se pehly ki Dua
Ae ALLAH!
Mjhy Ramzan k Lye Slamat Rakh
Or Ramzan ko Mre Lye Rehmat bana
Or Mere Lye Ramzan ko
Maqbol Bana kar Salamat Rakh
AAMIN
Garmi K Mausam Ki Wajah Se,

Agar Rozay Main Aapko Shadeed Pyaas Mehsoos Honay Lagay.

To Aisa Karen.

.
.
.
.
.

Maghrib ki Azaan Ka Intazaar Karen.

Ziyada Dramay Bazi Ki Zaroorat Nahi Hai.
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,

Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
“RAMZAN” aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.