Roza hai darasal jihad, Insaan shaytan se azad, Ho jaye dushman e deen barbad, Malikul mulk se kar fariyaad, Ghalib har ja ho islam, Allah Allah mah e siyam.
The holy month of Ramadan,
For all Muslims has begun.
Praising Allah through the day,
From dawn to dusk we fast and pray.
We pay zakah (charity) for those in need,
Trying hard to do good deeds.
~Mafhoom-e-Hadees~
"Sehri Mein Barkat Hy,
Isey Har-giz Na Chorho !
Agar Kuch Nahi Tou Us Waqt Pani Ka Ek Ghoont Hi Pi Lia Jaye,
Kyun k
Sehar Mein Khanay Peenay Walo''n Per ALLAH TA''ALA Rehmat Farmata Hy Aur Farishtey Un k Liye Dua-e-Khair Krty Hyn."
(Musnad Ahmad)
Garmi K Mausam Ki Wajah Se, . Agar Rozay Main Aapko Shadeed Pyaas Mehsoos Honay Lagay. . To Aisa Karen. . . . . . Maghrib ki Azaan Ka Intazaar Karen. . Ziyada Dramay Bazi Ki Zaroorat Nahi Hai.
Woh sehri ki noraneyat,
Woh iftaar ki rounaq,
Woh aasman se rehmat ka barasna,
Woh masjidun ka rooh parwar manzar,
Woh naikiyon ka jazba,
Woh tilawat ki dhoom,
Jee han rehmat wala maghfirat wala
or azab se nijaat wala mahena
“RAMZAN” aaney wala hai,
Duaon main yaad rakhna.
The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said : "When Ramadhaan comes the doors of Jannah are opened, the doors of hell are locked and the Shayateen are chained." (Bukhari
1 pathan: Roze ke dauran naswar laga rha tha,
2nd pathan: Abe ye kya tera roza nahi hai?
1st pathan: Mera Roza itna kamzor nahi jo naswar se toot jayega.