As the Fajar azan begins

As the Fajar azan begins
As the Fajar azan begins
And the 1st holy fast begins
May Allah bless you with happiness
and grace your home with warmth & peace.
  

May, 27 2010     132 chars (1 sms)     3170 views       Ramdan

more Ramdan SMS Messages

A.O.A

WisHiNg U
1 MoNtH Of RaMzAN .... 4 WeEks Of BaRKaT..... 30 Dayz Of 4gIveNesS... 720 HourS Of GuIdAnCe.... 43200 MinUtEs Of PuRiFiCatIoN.......
HaPpY RaMzAn ......
Salam Bhai jan kese ho ?
Aj na msg na mis cal han ...

Acha acha ramzan agaya hai ap tou qaid hogae ho !!

sory eid me bt krte hain ok.
Assalam-o-Alaykum

Aapko aaj meri taraf se iftari
ki dawat hai.
MC-DONALD
main
.
.
.
.
Nahin Yaar Masjid main.
TuMhAre PAs eik rehMAto or bArkATo wAlA MAhenA AAne WAlA hAi rAMAzAn kA,
rAMAzAn kA PhelA AsrAh rehMAT kA hAi,
dosrA MAGfirAT
Aur
TesrA JAhAnAM se AzADi kA hAi.../
shaitan asooosiation invites all members for the annual meeting to discuss their vacation of the month of ramzan so ur attendance as a senior member is required so be there and have a gr8 vacations
www.aftaari.com per Jaaen.


Aur Aftaar Main jo jo Khana Hai.




Wahan Se Dekh kar Bazaar Se Le Aayen. :-)
Shukriya.
what is ramadan?
what is sehri,roza,iftari,taravi,zakat.....
have u ever thought how our prophet fulfilled all these activities? do v follow him?
Jisne bana dia her ghar ko gulistan.../

Chala jaega kuch dino ma ye mehman...//

Tohfe ma dey jaraha hay ye ''EID'' sabko...!

(Alvida ! Alvida)

mah-e -ramzan.
Network Busy hony ki wajah se,

Ho sakta hai k mera sms aapko late mily.

Lekin aaj Wednesday 2 Sept ko Lazmi Aftaari mere Ghar karna hai..

Kal Meri Aftaari aapke ghar. Ok?
10 Days Remaining ... !!

Aap Zara Soche''n k Us k Baad Kia Hoga?

Masajid Ho Jaye''n Gi Veeran

Almaario''n Mein Band Ho Jaye''n Ge Qura''an

Azaad Ho Jaye Ga Shaitan

Phir Gunaho''n Mein Doob Jaye Ga Har Insaan

Dilo''n k Zang Duur Kr De YA REHMAN

Hum Reh Gaye Hyn Sirf RAMAZAN k MUSALMAN....!!!
Hath Rakh kar Pait per Karwatain Badal raha Hon Main Faraz...



Ary Koi Ye To Bataye....


Maghrib ki Aazan Hony Main Kitna Waqt Hai. :-)
Garmi K Mausam Ki Wajah Se,
.
Agar Rozay Main Aapko Shadeed Pyaas Mehsoos Honay Lagay.
.
To Aisa Karen.
.
.
.
.
.
Maghrib ki Azaan Ka Intazaar Karen.
.
Ziyada Dramay Bazi Ki Zaroorat Nahi Hai.