May this Ramadan bring in u the most brightest and choicest happiness and love you have ever wished for. May the festival of lights brighten up yours and your near and dear ones lives.
***RAMADAN MUBARAK***
~Mafhoom-e-Hadees~
"Sehri Mein Barkat Hy,
Isey Har-giz Na Chorho !
Agar Kuch Nahi Tou Us Waqt Pani Ka Ek Ghoont Hi Pi Lia Jaye,
Kyun k
Sehar Mein Khanay Peenay Walo''n Per ALLAH TA''ALA Rehmat Farmata Hy Aur Farishtey Un k Liye Dua-e-Khair Krty Hyn."
(Musnad Ahmad)
Mubarakbad
Ae Momin K Phir Maah-E-Siyaam Aaya
Muqadas Maah K Jis Mein Quran Ka Payam Aaya
May Peace & Blessings Of Almighty Allah B Upon U N Ur Family N Let Us All Begin To Live A Life Of Taqwa This Ramadan To Avoid The ''Thorns'' That Come Our Way In The Form Of Worldly Temptations.
Mera
1
Kaam
Karna
Har Sehri Se Pehle
Har Namaz K Bad
Har Iftaar Se Pehle
Har Taraweeh K Bad
Har Tilawat Se Pehle
Har Tahujjad K Bad
Har Taaq Rat Me
Salat Ut Tasbeeh K Bad
Sirf
1
Chota
Sa
Kaam
Karna,
Sirf
Apni
Dua
K
Chand
Alfaaz
Mere
Naam
Karna,
Apni Duaon K Khas Lamhat Me
2 Jahan Ki Afyat Mangna
Dozakh Se Nijaat Mangna
Rizq-E-Halal
Husn-E-Akhlaq Mangna
Ishq-E-Rasool
Shukar Karne Wali Zaban
Sabar Karne Wala Dil Mangna . . . /
TALIB-E-DUA