awar SMS Messages203 messages

Ek teri yaadon ke siwa aur koi sahara nahin
Tujhey bhool ke zinda rahoon dil ko yeh gawara nahi
Ya khuda teri ibadat mein dil lagawoon kaisey
Yeh jaan bhi unki hai, dil bhi ab hamara nahi
Gunah humsey ho sar zad to khuda maaf karey
Qatha ho ishq mein is ka koi kaffara nahi
Loon kiska naam, kisney ujaada hai mujhey
Wafawon ney jaan baqshi hai, jafawon ne maara nahi
Meri udaasiyon mein khudaayi bhi hai shaamil
Chaand bhi na nikla, aasmaan pe koi taara nahi
Doobey hain ghumon mein tho raaz yeh paaya
Yeh woh samundar hai ilyas jiska koi kinaara nahi
Woh Sehri Ki Thandak
Woh Iftar ki ronak
Woh asmaan ka Noor
woh Taron ki chamak
Woh Masjidoo ka sawarna
Woh Minaaron ka Chamakna
Woh Musalmaano ki Dhoom
Woh Farishtoo ka Hajoom
jee Haan
Just 1 day
RAMADAN

Start preparing to welcome this HOLY MONTH
Ramadan Mubarik


Tujh bin zindagi ka tasawar hi nahi hai ,
Tere sang ho zindagi aisa bhi koi scene nahi hai,

Iss dunya mein, tum he sab say haseen ho
mein aur kahon jhot kitna, ke tum ko yaqeen ho
sajna honge ka kab uspar sawar
or kab wo sarmayegi,

chand ki trah hogi uski surat,
jab wo apna ghoonght uthwayegi.
_!_

) | (
!!!!!!!!
*MUBARAK HO*

SMS Na karnay par aap ko
(awarD OF KANJOOSI 2oo8)
diya jata hai.
100 pathan aik kashti me sawar thay
k achanak kashti ruk gai
.
.
.
or
.
.
.
sab doob gaye, kaisay?
.
.
.
pathan thay na sub,
dhakka deney utar gaye
:p


1 Hathi Romantic mood mei
1 chunti ko cherta hai.
chunti ghusay mei
Hathni k pas ja k kehti he:

Apny awara shohar ko smjha lo
warna mard hamary ghar me b hain
Breaking News:

Karachi k halaat kharab.
Govt ne terrorist k khilaf pehla action le lya.

Govt ka pehla action




Double sawari pe pabandi.
Breaking News:

Nipa chowrangi per Taxi or 2 Bus ko na maloom afraad ne roka or us mei sawar hokar apne apne ghar chale gaye.
Aik baat hmesha yaad rakhna..

Qalm ki ahmiat Talwar se zyada hoti hai,

Kion k..

Talawar se

Shalwar mein Narha nahi dala ja sakta


Tumhar msg ka intzar rehta hai

subajh sham dil beqrar rehta har

koi joke, koi shair, koi kahani bhejo

tum se rabta karne ko dil lagatar rehta hai

hoti hai khushi mil jaye jo msg tumhara

dair ho jaye, Ji sogawar rehta hai

teray her lafz se roshni photti hai

teray her khayal pe mujhe ikhtiar rehta hai

ab to mushkil hai is package se bachna

10 rupes loan “U” walon ka aksar udhar rehta hai
(Bechara Mard)
Mard agar aurat par hath uthai to zalim, agar aurat se pit jaye to buzdil, aurat ke agay chalay to Firoun peeche chale to zan mured, aurat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous, agar kuch na kahe to beghairat, agar ghar se bahar rahe to awara, ghar mein rahe to nakara, bachon ko dantay to jabir, na dantay to laperwah, aurat ko kam se rokay to daqianos, na rokay to aurat ki kamai khanay wala.
Haaye Mard bechara jaye tu jaye kahan.