ashiq SMS Messages65 messages

Aye Dil kisi ki yaad mein rona Fazool ha,
Aansu Bare Anmol hein inhen khona Fazool ha,
Roo tu un k lia jo tujh par nisar han,
Un ke lia keya rona jin ke ashiq Hazar hein....
Anmol Ankhon Mein Jo Tahreerain thi

Honton Pe Wo Bol Na Thay

Hum Thay Uss K Payar K Aashiq

Bas Hathon Mein Kashkol Na Thay

Hum Ne Usko Toot K Chaha

Ye Uss Ka Haq Tha

Lakin

Wo B Hum Ko Toot K Chahe

Hum Itne Anmol Na Thay...!
ek lafaz mohabbat ka adna yeh fasana hay
Simtay toh dil e aashiq phaylay toh zamana hay
isi chamn me hi hamara b ik zamana tha
yahin kahin koi sada sa aashiyana tha

nasib ab to nahi shaKh b nasheman ki
lada hua kbhi phulon se aashiyana tha

teri qasm are o jald ruthane vale
gurur-e-ishq na tha naz-e-aashiqana tha

tumhin guzr gaye daman bacha kr vrna yaha
vahi shabab vahi dil vahi zamana tha
Ek Tooti hui zanjeer ki Faryad hain Hum.

0r Dunya
samajhti hai k
Azad hain Hum.

Is ashiqui ne Hum ko dya kya hai.

Kal Bhi Barbad thy or Aaj B Barbad hen Hm.
Taj mahal dekh kar,

Bola Shahjahan ka pota!

Taj mahal dekh kar,

Bola Shahjahan ka pota!





Apna bhi Bank Balance Hota,

Agar dada Aashiq na hota.
''''phele bhunwa k khaein kaleji ki botian
mshooq ne dikar li phir dekh bhal kay
is mein qasoor aashiq-e-marhoom ka b tha
kaghaz rakh dia tha kaleeja nikal k..''''
Boy: mujhse dosti karogi?

Girl: mere parents allow nhi karte,

Boy: To mere mere parents ne kya mujhe

aashiq society ki membership dilwayi hui hai!!
Tajj Mehal dekh kar bola Shah Jahan ka pota,
Apna bhi bank balance hota,
Agar Dada aashiq na hota....P
hum wo aashiq hein jo dooriyon mein ziada khush hein,

kyun?

coz love ho gha to shadi ho ghee, shadi ho ghee to oonch neech b hoti hai aur oonch neech honey sey pyar blast ho jata hai,

issi liye to,

Oh my friend keep way,
We can remain frnds in this way
Zardari Celebrating His
Victory Singing ...

"Bachna Ae Ghareebo''n
Lo Main Aa Gaya
Fasaad Ka Aashiq
Aman Ka Dushman
Apni Ada Hy
Bibi Se Juda .. Hey Ho " =D =P
Larki us Aashiq ko to Maf kr Daiti hy jo Mooka se Galt Faida uthae,

Mgr,

Usko Maf Nhi krti jo Moka se Faida hi Na uthae..
(Mohtarma Sheri Rehman)